K@IN@@T
09-16-2009, 11:48 PM
Zindga par kitaab likhungi
us mai saray hisaab likhungi
Pyar ko waqt guzari likh kar
Chahton ko azab likhungi
Hui barbaad mohabbat kaisay
kaisay bikhray hai khuwab likhungi
Apni khwahish ka tazkra kar k
Uss ka chehra gulaab likhungi
Main uss se judai ka sabab
Apni qismat kharab likhungi
us mai saray hisaab likhungi
Pyar ko waqt guzari likh kar
Chahton ko azab likhungi
Hui barbaad mohabbat kaisay
kaisay bikhray hai khuwab likhungi
Apni khwahish ka tazkra kar k
Uss ka chehra gulaab likhungi
Main uss se judai ka sabab
Apni qismat kharab likhungi