K@IN@@T
09-16-2009, 11:23 PM
Wo meray aLfaz se hairaan rehta tha...
Mein us k zoQ se pareshaan rehta tha...
Bewafa to keh diya tha sar-e-aam us ne...
Phir na-janay kiun khud hi pashemaan rehta tha...
Suna hai k poocha tha kisi ne meray baray me us se..
Kaha us ne k haan diL me ek nadaan rehta tha..!