DI@
10-16-2008, 03:14 PM
KhushiyOn ki tarah meri har sans mein
Pyaar apna basane ka wadah karO
Rang jitne tumhari mOhabbat k hain
Mere dil mein sajane ka wadah karO
Hai tumhari wafaOn pe mujhkO yaqeen
Phir bhi dil chahta hai mere dil nasheen
Yunhi meri tasalli ki khatar zara
MujhkO apna banane ka wadah karO
Sirf lafzOn se iqrar hOya nahi
Ik janib se hi pyaar hOta nahi
Main tumhain yaad rakhne ki khaOn qasam
Tum mujhe na bhulane ka wadah karO
Pyaar apna basane ka wadah karO
Rang jitne tumhari mOhabbat k hain
Mere dil mein sajane ka wadah karO
Hai tumhari wafaOn pe mujhkO yaqeen
Phir bhi dil chahta hai mere dil nasheen
Yunhi meri tasalli ki khatar zara
MujhkO apna banane ka wadah karO
Sirf lafzOn se iqrar hOya nahi
Ik janib se hi pyaar hOta nahi
Main tumhain yaad rakhne ki khaOn qasam
Tum mujhe na bhulane ka wadah karO