Ghuncha
09-11-2009, 03:05 PM
Aansu ki kimat wo kia jane
jo har baat pe Aansu bahate hain
Aansu ki kimat zara un se pucho
jo gham me bhi muskurate hen
********************************
Badalte is zamane ne sabko badal dala
usne hawa khawab or khyal ko badal dala
par unhe na badal saka Koi
jinke liye humne apne apko badal dala
jo har baat pe Aansu bahate hain
Aansu ki kimat zara un se pucho
jo gham me bhi muskurate hen
********************************
Badalte is zamane ne sabko badal dala
usne hawa khawab or khyal ko badal dala
par unhe na badal saka Koi
jinke liye humne apne apko badal dala