PDA

View Full Version : Mujay Shak hai ............!


Pages : [1] 2 3 4 5

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-10-2009, 07:49 AM
Mujay Shak hai ............!
har baat shoro kerne sa phelay ya word add ker do.........!


:(;nope;):



:naraz:



:crying20tissue:


:juliet:


:(;punk;):

MAsooM LArKa
09-10-2009, 11:21 AM
Mujay Shak hai Behna ne Ag Chicken pakaya hai:p

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-10-2009, 10:30 PM
mujhe shak hai app...nay ajj chicken nahi kahya hay

K@IN@@T
09-10-2009, 11:43 PM
mujha shak hai k mai abhi soonay waali ho :bazza:

~Pr!nCe$s UrOoJ~
09-11-2009, 12:29 AM
mujhe shak hai meray haath mein bohot dard hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-13-2009, 09:26 PM
mujhe shak hay app mere sis ho

MAsooM LArKa
09-13-2009, 09:37 PM
mujhe shak hay app apna sigi change karongi:D

~Pr!nCe$s UrOoJ~
09-14-2009, 01:34 AM
mujhe shak hai meray ghar mein main hoon :D

MAsooM LArKa
09-14-2009, 04:20 AM
Mujay Shak hai main Road par ho:D

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-14-2009, 10:24 AM
mujhe shak hay main ajj kam par nahi jaoun ge :D

dont depend on others
09-14-2009, 12:03 PM
mujay shak ha is bar ki eid
man maza nahi aay ga

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-14-2009, 10:08 PM
mujhe shak hai main posting nahi karoun ge

K@IN@@T
09-14-2009, 10:10 PM
mujhe shak hai main posting KARO GI

~Pr!nCe$s UrOoJ~
09-15-2009, 01:44 AM
mujhe shak hai kay eid ko nani kay ghar jaongi

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-15-2009, 04:19 AM
mujhe shak hay main eid par ammi ke ghar jaoun ge

~Pr!nCe$s UrOoJ~
09-17-2009, 01:38 AM
mujhe shak hai kay mujhe meethai khani hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-17-2009, 04:03 AM
mujhe shak hay mere tabiyat kahrab hay

~Pr!nCe$s UrOoJ~
09-20-2009, 02:35 AM
mujhe shak hai kay mujhe neend a rahi hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-20-2009, 03:38 AM
mujhe shak hai ke Suba Eid hay

~Pr!nCe$s UrOoJ~
09-21-2009, 12:32 AM
mujhe shak hai subha eiddddd haiiiiii

K@IN@@T
09-22-2009, 02:22 AM
mujha shak hai mai akelay hi postingg karo gi

FAJAAN
10-03-2009, 05:52 AM
mujha shak hai mai akelay hi postingg karo ga

MAsooM LArKa
10-03-2009, 08:01 AM
mujha shak hai Fajaan naswar khata hai:current:

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-03-2009, 11:26 AM
lol mujhe shak hay mujhe shahid afridi bht pasand hay

MAsooM LArKa
10-03-2009, 12:08 PM
mujy shak hai k afridi tu mera b heart fav hai:D

Ghuncha
10-03-2009, 02:17 PM
MasOoom Per MasOoOm Hone ka

AFghani_Laila
10-03-2009, 02:18 PM
mujhe shak hain k masoom ko sharam woi tubha kabhi nahi

Ghuncha
10-03-2009, 02:27 PM
Mujhe shakk Hai Behan Ne Gehri baatnahi ki

MAsooM LArKa
10-03-2009, 02:43 PM
mujy shak hai k kali behan ko kya ho raha hai tbiyat kharab hai uski shaid:D

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-03-2009, 04:13 PM
muujhe shaaak hay ke main offline honi laagi houn

Ghuncha
10-03-2009, 04:52 PM
Mujhe kisi pe shakk nah

MAsooM LArKa
10-03-2009, 07:51 PM
Mujhe Shak pak match har jaye ga:(

FAJAAN
10-03-2009, 08:38 PM
mujhay shak hai k pakistan nahi jeetai ga :s

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-03-2009, 09:56 PM
mujhe shak hay ke app ko kise aur say pyar hay

MAsooM LArKa
10-03-2009, 10:40 PM
mujhy boht khatarnaak shak ho raha hai :(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-03-2009, 11:18 PM
lol kis par bhai


mujhe shak hay ke mera bhai mujhe bht pyar karta hay

MAsooM LArKa
10-04-2009, 01:02 AM
shak hai :(

mujy shak hai k mujy kuch ho gaya hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 09:16 AM
mujhe shak hay ke mujhe bhook lagi hay :D

MAsooM LArKa
10-04-2009, 12:40 PM
mujhe shak hai k pak k sath bari na insaafi howi raat ko

FAJAAN
10-04-2009, 02:53 PM
mujhay shak hai k eski shadi honay wali hai

jalpari
10-04-2009, 02:56 PM
mujhe shak hai ke ise pyaar ho giya hai.......

FAJAAN
10-04-2009, 02:58 PM
lolx aisay ultay seedhay shak na karai app lolx

mujhay shak hai k yeh bhout parhako bachi hai

jalpari
10-04-2009, 02:59 PM
haahaha ji nahi mai parakho nahi hoon
mujhe shak hai ke ye uncle bhut thang kene wale hain...................

FAJAAN
10-04-2009, 03:02 PM
lolxxxxxxx

mujhay shak hai k en k gilasiss k no barh gai hai enko ab jawan larkay bhe uncle dikh rahay hai lolxxxxxxxxx

jalpari
10-04-2009, 03:03 PM
lolxxxx
mujhe sahk hai ye dewane ho giyen hain.................

FAJAAN
10-04-2009, 03:06 PM
mujhay shak hai enhain electric shocked ki zaroorat hai :P lolx

jalpari
10-04-2009, 03:07 PM
mujhe shak hai ke ye aishta aishta dewane hote ja rahe hain...........

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 03:08 PM
mujhe shak hay ke hmmmmmmmmm loool

jalpari
10-04-2009, 03:09 PM
mujhe sahk hai ke sis ko shoke hoa hai jo bhut has rahi hain......

FAJAAN
10-04-2009, 03:15 PM
mujhay shak hai k khushuuuuuuu wanna say something omg huggggggggg

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 03:16 PM
mujhe shak hay ke i dont wanna say any thing

jalpari
10-04-2009, 03:17 PM
hahaaha fajaan bhai tabiyet sahi hai na
mujhe sahk hai fajaan ki tabiyet khrab ho giye hai ...............

FAJAAN
10-04-2009, 03:19 PM
mujhay shak hai jalpari ko injection ki zaroorat hai lolxxxxxxx

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 03:21 PM
lol

mujhe shak hay ke im missing some 1 alot.....kash woh ah jaye...... hmmmmm

FAJAAN
10-04-2009, 03:22 PM
khushuuuuuuuu hina k dade agai hai

mujhay shak hai khushuuuuuuu hina k dade ko miss kar rahi hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 03:26 PM
jeee nahi ...... im missing some 1 else....

MAsooM LArKa
10-04-2009, 03:28 PM
mujy shak hai k dunya ma munafiqat boht ha

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 03:29 PM
munafikiyat kia hota hay bhai lol


mujhe shak hay ke duniya main waffa bht kam hay

MAsooM LArKa
10-04-2009, 03:36 PM
mujy shak hai kholos piyaar mohabbat kam q par jata hai:D

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 03:42 PM
mujhe shak hay ajj mera dil bht dhuka hay

MAsooM LArKa
10-04-2009, 03:45 PM
mujy shak hai k apka dil kis waja se dukha hai par not confirm i wish apka dil khush ho jaye boht:(

FAJAAN
10-04-2009, 10:07 PM
mujhay shak hai k kisi ek ko mujh per trust nahi hai :S

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-04-2009, 11:37 PM
mujhe shak hay i hate some 1

FAJAAN
10-05-2009, 05:39 AM
mujhay shak hai khushuuuuuuuuuu menatal hai lolxxxxxx

MAsooM LArKa
10-05-2009, 07:50 AM
mujhe shak hai kisi ne muj se jhoob bola thaa so sad:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-05-2009, 09:18 AM
mujhe shak hay fajaan ke pitaye honi chayeee

MAsooM LArKa
10-05-2009, 09:25 AM
mujy shak hai kuch nahi

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-05-2009, 09:27 AM
mujhe shak haaay.... ke kohi mujhe pyar karta hay bht

FAJAAN
10-05-2009, 09:30 AM
mujhay shak hai yeh larka deewana mastana hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-05-2009, 09:31 AM
appp

mujhe shak hay ke app offline ho

FAJAAN
10-05-2009, 09:42 AM
mujhay shak hai tum chupi hoe ho

MAsooM LArKa
10-05-2009, 09:51 AM
mujy shak hai k ab mujy jaana chahyee

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-05-2009, 11:03 AM
mujhe shak hay ke mujhe kise say bht lagaoo haay

MAsooM LArKa
10-05-2009, 11:22 AM
mujy shak hai k ma b kisi ko dewangi ki had tak chahne laga ho:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-05-2009, 12:46 PM
koun hay woh jeee Mr pathan :P hehehehe

mujhe shak hay mujhe kise say bht pyar hay :D

nida
10-05-2009, 12:49 PM
mujhe shak ha k bakra eid any wali ha...lollllzzzzz:action-smiley:

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-05-2009, 12:50 PM
lol bakwa Eid par kis ke qurbani karni haay .... lol

mujhe shak hay main pakistan jaoun

MAsooM LArKa
10-05-2009, 12:58 PM
mujhy shak hai Gurya u know ma kis ki baat kar raha ho naa

FAJAAN
10-05-2009, 01:00 PM
mujhay shak hai k mai tun honay wala hou

MAsooM LArKa
10-05-2009, 01:45 PM
mujy shak hai bas lunch ready howa chahta hai

FAJAAN
10-05-2009, 04:00 PM
Mujhay shak hai k yeh abhi atta he hoga wapas

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-05-2009, 04:47 PM
mujay shak hai mujhe neend a rahi hai

MAsooM LArKa
10-05-2009, 06:15 PM
mujy shak ha ma apni Gurya ko boht ziyada miss kar raha hao:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-05-2009, 08:45 PM
oh mera bhai ......


mujhe shak hay mujhe bht neend ah rahi hay

MAsooM LArKa
10-05-2009, 08:52 PM
Mujay Shak hai ma late ho gaya meri Gurya a kar chali b gayi

Nida-H
10-05-2009, 09:00 PM
Mujhe shak hai kay meri tabbiyat puri tara theek nahi hui.. :smilestar:

MAsooM LArKa
10-05-2009, 09:11 PM
mujy Shak Ruby apni tbyat ka khas kiyal nahi rakhti n its not gud

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-05-2009, 09:47 PM
mujay shak hai i m sad(sowhat)

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-06-2009, 02:26 AM
mujhe shak hay it's too early here

MAsooM LArKa
10-06-2009, 07:31 AM
mujhy shak hai mujy bfast ki zarorat hai i m so hungry:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-06-2009, 01:41 PM
mujhe shak hay im feeling hungry

MAsooM LArKa
10-06-2009, 01:44 PM
mujy tu subah se shak hai k i m hungry:D

FAJAAN
10-06-2009, 01:50 PM
mujhay shak hai k mai ajj bht thakan feel karnay wala hou

MAsooM LArKa
10-06-2009, 01:54 PM
mujhy shak hai fajaan boht tym bad nazar aaye hai

FAJAAN
10-06-2009, 02:00 PM
mujhay shak hia ajj mai ziydah posting nahi kar paonga

MAsooM LArKa
10-06-2009, 02:03 PM
mujy shak hai raat se pehly kuch b khane ko nahi milne wala

FAJAAN
10-06-2009, 06:13 PM
mujhay shak hia k shak nahi hai mujhay :P

MAsooM LArKa
10-07-2009, 09:23 AM
mujy shak hai k mera net theek ho jaye ga ghar ka k nahi:redface1xs:

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-07-2009, 11:19 AM
mujhe shak hay ke main offline jaa rhai houn :(

MAsooM LArKa
10-07-2009, 11:42 AM
Mujay Shak hai ............! aj tu kafi boriyat ho rahi hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-07-2009, 12:09 PM
mujhe shak hay ke ajj moasam bht acha hay

MAsooM LArKa
10-07-2009, 12:23 PM
mujy shak hai aj mujy gussa boht a raha hai

FAJAAN
10-07-2009, 02:32 PM
mujhay shak hai es tym masoom laal ho rah ahia

MAsooM LArKa
10-07-2009, 02:35 PM
Mujay Shak hai dunya ma sab dil q tor dety hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-07-2009, 03:34 PM
mujhe shak hay ke kise nay mere pathan bhai ka dil toor diya

Ghuncha
10-07-2009, 03:39 PM
Mujhe shakk hai Buhat c threads per

MAsooM LArKa
10-07-2009, 06:29 PM
mujhe shak hai aj kuch acha nahi lag raha

Ghuncha
10-07-2009, 06:46 PM
Mujhe Shakk Hai Aj Mai Bore ho Rahi Hoon

MAsooM LArKa
10-07-2009, 07:02 PM
Mujhe shak hai ghuncha ji tour par kahi gayi howi thi

Ghuncha
10-07-2009, 07:22 PM
Mujhe Shakk Hai MasOoom ki Soch Per Kia Sahi Bataya Hai lol

MAsooM LArKa
10-07-2009, 07:40 PM
mujhy shak hai Ghuncha ji ne kafi enjoy kya hoga

Ghuncha
10-07-2009, 07:55 PM
Mujhe Shakk hai MasOom Ne Sahi Sochaa

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-07-2009, 07:56 PM
mujhe shak hay ke mujhe bhook lagi hay

MAsooM LArKa
10-07-2009, 07:59 PM
mujy shak hai k gurya boht kuch bholne lagi hai:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-07-2009, 08:10 PM
mujhe shak hay ke app mere bhai ho :D

Ghuncha
10-07-2009, 08:23 PM
Mujeh Shakk hai Kuch B Nhai

MAsooM LArKa
10-07-2009, 09:39 PM
mujhay shak hai light janay wali hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-07-2009, 10:11 PM
mujhe shak hay ke mujhe bhai ka naam pata chal gaya hay :D

Ghuncha
10-07-2009, 10:42 PM
Mujeh Shakk Hai Yahan Light Ja Chuki Hai :F

MAsooM LArKa
10-08-2009, 09:23 AM
Mujay Shak hai ma abi bfast karne wala ho

Ghuncha
10-08-2009, 12:23 PM
Mujhe Shakk Hai Buhat c batOn Per

MAsooM LArKa
10-08-2009, 12:29 PM
mujy shak hai boht se logo par:crying:

Ghuncha
10-08-2009, 12:37 PM
Mujhe Shakk Hai Threads per

MAsooM LArKa
10-08-2009, 12:40 PM
Mujhy Shak hai double threads par:D

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-08-2009, 12:55 PM
mujhe shakl nahi yaqeen hay ke hina ko school say lahnay ka time ho gaya hay :D

Ghuncha
10-08-2009, 12:56 PM
Mujhe b shakk hai Judwan Threads per

MAsooM LArKa
10-08-2009, 12:58 PM
Mujhy Shak hai k wo nahi aaye gi:D

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-08-2009, 12:59 PM
mujhe shak hai ki mujhe ab fever hone wali hai :)

MAsooM LArKa
10-08-2009, 01:02 PM
Mujy shak hai chulbul ko fever nahi hoga sachi

Ghuncha
10-08-2009, 01:09 PM
Mujhe Shakk Hai Mujhe ab Log out Kerna chahiye

MAsooM LArKa
10-08-2009, 01:12 PM
Mujhe shak hai mujy lanch kar leena chahye ab

Ghuncha
10-08-2009, 03:21 PM
Mujhe shakk Hai Mujhe supaari kha leni chahiye

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-08-2009, 03:22 PM
mujhy shak hai ghuno sis mujhy b supari degi

FAJAAN
10-08-2009, 04:05 PM
mujhay shak hai meray baad ghun post karai gi

Ghuncha
10-08-2009, 04:25 PM
Mujyhe Shakk Hai Kisi B Baat Per nahi

FAJAAN
10-08-2009, 04:30 PM
mujhay shak hai ajj phr mari guriya ka mood off hai :s

Ghuncha
10-08-2009, 04:33 PM
Mujhe Kisi b Baat Pe Shakk nahi ...

FAJAAN
10-08-2009, 04:35 PM
mujhay shak hai guriya bht gussa mai hai

Ghuncha
10-08-2009, 04:36 PM
Mujhe Shakk Hai Songs Per

FAJAAN
10-08-2009, 04:38 PM
mujhay shak hai ajj mujhay kancha sahi say dohai gi

Ghuncha
10-08-2009, 04:47 PM
Mujhe Shakk Hai Kuch BatOn per

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-08-2009, 07:28 PM
mujhe shak hay ke im feeling alone

FAJAAN
10-08-2009, 08:04 PM
mujhay shak hai k khushboo needs me

Ghuncha
10-08-2009, 10:05 PM
Mujhe Shakk Hai Kuch BatOn per

◆ • Aţίғ άş£άм • ◆
10-08-2009, 10:09 PM
:;scare: Mujhay Shak hay kay.Jo tum dikhti hu woh tum Hu Nhi :0039:

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-08-2009, 10:20 PM
mujy shak hai mujy neend a rahi hai

Ghuncha
10-08-2009, 10:28 PM
Mujhe shaakk Hai Mai ne kisi Ko Hurt Kia hai

FAJAAN
10-09-2009, 09:07 PM
mujhay shak hai khushboo nahi aigi ajj

life2
10-09-2009, 09:56 PM
Mujay Shak hai ............! tum dr ho/.

Ghuncha
10-09-2009, 11:18 PM
Mujhe Shakk Hai Ap Kam Kam ate Hoo ..

FAJAAN
10-10-2009, 12:52 AM
mujhay shak hai tum mood mai hou

Ghuncha
10-10-2009, 12:58 AM
Mujeh Shakk Hai ap Mood Mai ajao ge lol

FAJAAN
10-10-2009, 01:12 AM
mujhay shak hai mai mood mai he hou :P

MAsooM LArKa
10-10-2009, 07:56 AM
Mujay Shak hai Forum par ab Maza nahi aata

Ghuncha
10-10-2009, 04:23 PM
Mujhe Shakk Hai Log Khud Enjoy Nahi Karte

MAsooM LArKa
10-10-2009, 10:50 PM
Mujay Shak hai Dil ajkal Udaas Udaas sa hota hai

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-10-2009, 10:53 PM
mujhe shak hai ki koi aaj naraz hai :( :D

MAsooM LArKa
10-10-2009, 11:14 PM
Mujay Shak hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-11-2009, 04:30 AM
mujhe shak hay im hungry

semi
10-11-2009, 01:11 PM
mujhe shak hai kay main phone sunogii

Ghuncha
10-11-2009, 04:59 PM
Mujhe Shakk Hai Semi Larki Hai ?

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-15-2009, 03:30 AM
mujhe shak hay mujhe kise par gussa hay :(

MAsooM LArKa
10-15-2009, 01:03 PM
Mujhay shak hai mujy kisi ka intizaar hai

Ghuncha
10-15-2009, 05:02 PM
Mujhe Shakk Hai Aj Mai Burger nahi Khaa Sakon gi ..

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-16-2009, 09:32 AM
mujhe shak hay ajj hina school nahi jaye ge :

MAsooM LArKa
10-16-2009, 10:55 AM
Mujhe Shakk Hai abi tori dair ma light chali jaye gi

s_sableo
10-16-2009, 01:47 PM
mujhe shak hai sheee's confusedd v muchhhhhhh (Cute)

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-16-2009, 01:50 PM
mujhe shak hai k aaj forum suna nahi hai :D

s_sableo
10-16-2009, 01:59 PM
mujhe shak hai wo kaise suna ni hai??

Diwa
10-16-2009, 02:02 PM
Muje shaq hai k aaj ka din frydai acha guzre ga

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-16-2009, 02:27 PM
mujhe shaq nahi hai :D

Diwa
10-16-2009, 02:27 PM
muje shaq hai.. k ap ne theek nahi bola.. :)

CHULBUL! $! NANHI PAR!
10-16-2009, 02:32 PM
mujhe shaq hai maie kia nahi bola theek se :OOOOOOOOOOOOOOO

Dast-e-Tanhai
10-16-2009, 02:42 PM
mjy shaq hy k log mjy bhool gaye hain

Diwa
10-16-2009, 03:50 PM
muj shaq hai online bhol gy hain anaa

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-16-2009, 04:57 PM
mujhe shak hay ke im not feeling well

Ghuncha
10-16-2009, 05:17 PM
Mujhe Shakk Hai Jo Kuch Ho raha hai Wo Sahi nahi :)

MAsooM LArKa
10-16-2009, 07:23 PM
Mujhe shak hai kuch ajeeb sa

Ghuncha
10-16-2009, 07:33 PM
Mujhe Shakkk Hai Buhat c batOn pe

MAsooM LArKa
10-16-2009, 07:44 PM
Mujhe shak hai Ghunu b kuch upset hai

Ghuncha
10-16-2009, 07:52 PM
Mujhe Shakk Hai Kuch Log Rooth ker b Lagte hain kitne pyaare loll

MAsooM LArKa
10-16-2009, 08:01 PM
Mujy shak hai meri Gurya ki tabiyat kuch theek nahi hai:(

Ghuncha
10-16-2009, 08:06 PM
Mujhe Shakk hai Kuch Log Buhat Khush Hain lol

MAsooM LArKa
10-16-2009, 08:09 PM
Mujay shak hai i m not khush fikar mand ho

Ghuncha
10-16-2009, 08:26 PM
Mujhe Shakk Hai Kuch Logon Mai Buhat Anaaa Hoti Hai

life2
10-16-2009, 08:44 PM
Mujay Shak hai ............!
:0042:

Ghuncha
10-16-2009, 08:46 PM
Mujhe Shakk hai Buhat Buhat Ghussa Hai ...

MAsooM LArKa
10-16-2009, 09:19 PM
Mujhe Shakk Hai
Jab koi Gussa ho jaye aur uski naak ya Gaal lal ho jaye then mujy boht acha lagta hai:win your love:

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-17-2009, 04:15 AM
mujhe shak hay bhai online hai

MAsooM LArKa
10-17-2009, 04:21 AM
mujhay shak hai Gurya sooyi nahi:(

Ghuncha
10-17-2009, 04:17 PM
Mujhe Shakk Hai Log Anaa Mai Rehne Lage hain

MAsooM LArKa
10-17-2009, 06:30 PM
Mujhy shak hai thakan ho rahi hai mujy

Ghuncha
10-17-2009, 06:33 PM
Mujhe Shakk hai Ab Mai Fresh Feel Kar Rahi Hon ..

MAsooM LArKa
10-17-2009, 06:47 PM
shak hai ghunu abi tak zinda hai:D

Ghuncha
10-17-2009, 07:40 PM
Lolz
Mujhe Shakk Hai Mere Sar Mai Dard ShurOw Lol

Hamzaking
10-17-2009, 07:47 PM
mujhay shak hai kay voting nahin ho gi abb lol

Ghuncha
10-17-2009, 08:19 PM
Mujhe Shakk Hai HAMZA Ki batOn pe

MAsooM LArKa
10-17-2009, 09:14 PM
mujy shak hai ghunu ne ab tak 2 goli disprin kha li hongi

Ghuncha
10-17-2009, 09:17 PM
No
Mujhe Shakk Hai Khusboo agaye hai

MAsooM LArKa
10-17-2009, 09:21 PM
janay Q log ghunu ki baat samajty nahi:D

MAsooM LArKa
10-17-2009, 09:21 PM
mujhy shak hai kuch ulta pulta ho gayaa:redface1xs:

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-18-2009, 11:06 AM
mujhe shak hay im going out for lunch

MAsooM LArKa
10-18-2009, 11:51 AM
Mujhy shak hai ma uth gaya ho

Ghuncha
10-18-2009, 02:23 PM
Mujhe Shakk Hai Mai Shaam Mai Kahin JaOng i ..

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-18-2009, 06:10 PM
mujhe shak hay mera mood bht bad hay is waqt

MAsooM LArKa
10-18-2009, 07:17 PM
mujhay shak hai kuch baton par boht gussa aata hai

chinamanx
10-18-2009, 07:45 PM
mujhayshak hay fajaaaaaaaaaaaaaaan pay lolziannnnnnn

s_sableo
10-18-2009, 08:17 PM
mujhe shak hai ooper wala banda china ka maal hi do no >:pppp

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-18-2009, 10:10 PM
mujhe shak hay...ye topi walay app ho

MAsooM LArKa
10-19-2009, 01:04 PM
mujhay shak hai k Gurya ne sigi change kar leya Ops avi change kar leya

Diwa
10-19-2009, 01:50 PM
Muje shaq hai diwa ka mood theek nahi raha
:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-19-2009, 01:52 PM
mujhe shak hay im hungry

MAsooM LArKa
10-19-2009, 02:19 PM
Mujhay shak hai diwa aur Gurya k leye kuch karna paare ga

Diwa
10-19-2009, 02:40 PM
Muje shaq hai saar mein dard ho rahi hai :(

MAsooM LArKa
10-19-2009, 02:50 PM
mujhay shak hai i m going

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-19-2009, 03:49 PM
mujhe shak hay im dinner is ready :D

life2
10-19-2009, 09:20 PM
Muje yaqeen hai aap roz aty ho......

MAsooM LArKa
10-19-2009, 10:59 PM
Mujhay shak hai app us tym online aati ho jab ma nahi hota:D

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-20-2009, 08:18 AM
mujhe shak hay bhai online hay

MAsooM LArKa
10-20-2009, 08:45 AM
mujhay shak hai Gurya chali gayi hai:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-20-2009, 12:18 PM
mujhe shak hay im very sad today wanna cry

Diwa
10-20-2009, 01:16 PM
muj shaq hai k muje offline hona hai

MAsooM LArKa
10-20-2009, 01:17 PM
Mujhay shak hai ma kisi se boht pyaar karta ho:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-20-2009, 04:05 PM
mujhe shak hay mujhe kise ke batain sach laganay lagi hain

Ghuncha
10-20-2009, 07:34 PM
Mujhe Shakk Hai Mujhe BhOok Lagi Hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-20-2009, 07:44 PM
mujhe shak hay ghuncha sis online hay

Ghuncha
10-20-2009, 08:22 PM
Mujhe Shakk Hai Mujhe BhOOk Lagi Hai :(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-21-2009, 04:01 AM
mujhe shak hay ke ajj main shahid khush houn :D

MAsooM LArKa
10-21-2009, 07:57 AM
Mujhy shak hai k meri posting ko kisi ki nazar lag gayi hai bar hi nahi rahi:D

Diwa
10-21-2009, 01:50 PM
Muje shaq hai k aaj mein college late ay hun :D

MAsooM LArKa
10-21-2009, 02:07 PM
mujhah shak hai ma ne lanch kar leya hai:hmmmm:

Diwa
10-21-2009, 02:14 PM
Muje shaq hai aj main theek se sso nahi pay :(

Ghuncha
10-21-2009, 02:28 PM
Mujhe Shakk hai Mai 3 4 Din K Lie Shayad Kahin Chali Jaon

MAsooM LArKa
10-21-2009, 02:28 PM
Mujha shak hai hamara of hone wala hai:Allah-hafiz:

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-22-2009, 04:22 AM
mujhe shak hay mera 20000 posts ho chuki hain :D

MAsooM LArKa
10-22-2009, 07:55 AM
Mujhay shak hai kuch log boht bold hoty hai fair

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-23-2009, 04:44 AM
mujhe shak hay i love some 1 alottt

MAsooM LArKa
10-23-2009, 07:43 AM
Mujhay shak hai k meri waja se koi kal hurt howa hai:(

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-23-2009, 03:43 PM
ohh mujhe shak hay im happy n sad :D

Diwa
10-23-2009, 04:03 PM
Muje shaq hai muje offline hona hai.. saar mein pain ho rahi hai :(

Attitude_killer
10-23-2009, 05:02 PM
mujhy shal hai ke MF par mera koi dost nahi bana abhi tak:;scare::;scare::;scare:

FAJAAN
10-23-2009, 05:13 PM
mujhay shak hai k dost daikhnay say nahi banta ya banti us k lia aggay barh kar baat cheet karni parti hai

baat aggay barhao gay tu baat banai gi na lolz

MAsooM LArKa
10-23-2009, 06:28 PM
mujhak shak mjy germi lag rahi hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-23-2009, 08:00 PM
mujhe shak hay fajaan ko bht fiker hoti hay har dosri larki ke :D

MAsooM LArKa
10-23-2009, 09:07 PM
mujhay shak hai k mjy kisi par boht gussa a raha hai

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-24-2009, 09:34 AM
mujhe shak hay im not feeling well

MAsooM LArKa
10-24-2009, 11:56 AM
mujy shak hai ma ne kisi ko hurt kya hai

venomous
10-24-2009, 03:47 PM
mujhy shal hai ke MF par mera koi dost nahi bana abhi tak:;scare::;scare::;scare:


:r-u-talking-me:

MAsooM LArKa
10-24-2009, 07:22 PM
Mujay Shak hai mere sar ma dard ho raha hai

life2
10-24-2009, 09:39 PM
Mujay Shak ..kal sunday hai

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.