(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-10-2009, 04:06 AM
http://img156.imageshack.us/img156/9022/bwrosesexywomand570810c.jpg
Hame to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai
Tumhe bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai
Hawain tez thi, baarish bhi thi, toofan bhi tha, lekin
Tera aise mein bhi vaada nibhana yaad aata hai
Guzar chuki thi bahut raat baton baton mein
Phir uth ke woh tera shama bhujana yaad aat hai.
Ghatain kitni dekhi hain par mujhe
Kisi ka rukh par woh zulfain girana yaad aata hai