~ZAIN~
09-07-2009, 09:49 PM
Kuch din pehle mohabbat ko sapna samjha hum ne
Muhabbat hui mohabbat ko apna samjha hum ne
Mohabbat main iskadar madhosh ho Gaye
ous ki bewafai ko wafa samjha hum ne
Zakham iskadar mohabbat ney diye
Hum ne in zakhmo ko phool samjha
Mohabbat ki cheekh o pukaar iskadar thi
Ke aas pass ke logo ki roone ko asna samjha hum ne
Mohabbat ki shidat main aankhen iskadar chandiya Gaye
Har chamakti cheez ko sona samjha hum ne
Dewaana iskadar mohabbat ne bannaya humko
K apno ko begana samjha hum ne
Mohabbat ki yaadein dil par kuch you naksh kar Gaye
K on ko bhulane ki khoshish main
Khud ko bhula diya hum ne..