MAsooM LArKa
09-07-2009, 04:47 PM
Aankhon se kaho pyar ka andaaz na badlain
Saansun se kaho dard ka ye saaz na badlain
Ayega kabhi pyaar ka mousam bhi kisi roz
Dharkan se kaho rooh ka humraaz na badlain
Yun sochna aur jaagna qismat main hai din raat
Yaadon se kaho pyar ki parwaaz na badlain
Milte hain door ja ke dariya ke do kinaare
Chahat se kaho safar ka andaaz na badlain
Suntey hain her aahat me uss k aaney ki awaaz
Paun se kaho chalney ka andaaz na badlain.