urooj2008
09-04-2009, 03:05 PM
aik daf aka zikar hai k aik buzrug k sath ibless pura din guzarta hai
buzrug pura din bagair namaz k guzar deta hai
jab raat hoti hai tu ibless buzrug se kehta mere aur tumhare raste ab alag alag
buzrug pochta hai iska kia matlab?
Ibless kehta hai: maine aik sajda hazrat Adam alihisalam ko na kia tu Allah ne muje lanat di aur muje dozakhi bana dia
aur tunre pure din main : mai aik bhi sajda nahi kia
tu muje tere anjaam se fikar hoti hai...