(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-04-2009, 10:44 AM
http://img168.imageshack.us/img168/5254/83996256.jpg
Suraj toh sab jagha ek saa nikalta hai
Mausam ka mizaaj har baar badalta hai...
Kiske liye mera dil itna deewaana hai
Jise chaha woh ab mujhe kaha milta hai...
Aansu toh aankhon mai aa hi jaate hai
Kisi ke dard ko koi yaha kitna samajhta hai...
Samundar mai jab dekho kitna paani hai
Phir bhi zaamen par koi piyaasa marta hai....
Kaayede se ghar mai sab log rehte hai
Koi bachcha aake phir sharart karta hai...
Maine toh yaha sabhi ko piyaar diya hai
Magar koi mujhe apna koi paraya samajhta hai...