(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-02-2009, 10:31 AM
Rishto ki duniya hain nirali,
Sab rishto se pyari hain dosti hamari
Manzur hain aansu bhi aankho me hamari
Agar aa jaye muskan hotho pe tumhari
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ba-zid hai dil us ke bin guzara ho nahi sakta
Magar hum jantey hain wo hamara ho nahi sakta
Us ke bin bari be-rang hogi zindagi apni
Us ke baad koi bhi sahara ho nahi sakta
Us ka bhi to hoga hath meri iss tabahi mein
Faqat taqdeer ka he khail sara ho nahi sakta