(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-31-2009, 10:07 PM
Jis dil me ho na dard chhupa dil nahi wo,
Khusboo nahi chaman me ho to gul nahi wo !
Lagte nahi ho kahkahe khamoshi ho chhaee,
Mahfeel nahi hai yara o mahfeel nahi hai wo !
Muzarim kahenge kaise jiske na hon gawah,
Katil bhale ho lekin katil nahi hai wo !
Nikali ho bhanwargah se kashti kisi tarah,
Khatara ho barkrar to shaheel nahi hai wo !
Karte ho aksar galtiyan tazurbon ke nam par,
Jahir hai unka hashil- hashil nahi hai wo !
Jo waqat ki nazakat ko dekh kar chale,
Meri nazar me buzdil nahi hai wo !!