(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-30-2009, 12:29 PM
Kuch aaj waqt ka taqaza hai,
Kyuki Dil me dard abhi taza hai !!
Gir padte hain aansu mere kagaz par,
Lagta hai kalam mein siyahi kam..Aur dard zyada hai !!
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!
teri mehfil mein yun to hazaar chehre the,
kisi ne meri tarah fida dil o jaan to kiya hoga
Un hazaar chehro ke beech tu hi to ek khaas tha
Ab kaha koii shakhs tere baad dil me basa hoga