~wish munda~
08-29-2009, 08:16 PM
wo ik jhlak dikha ker chala gaaya
ek baar phir apnaa bana ker chala gaya
abhi tu pehlay k zakham nahi bharay thay
k wo ik taza zakham day ker chala gaya
us nay suni nai meri koi baat
aur apni hi daastan suna ker chala gaya
wo jo sota nahi tha mujhay yaad kye baagaair
aj ek hi pal main mujhay bhulaa ker chala gaya