FAJAAN
08-28-2009, 11:07 PM
KHUSHI NA DAMUN MEIN . . . . . . . .
khushi na damun mein sirf ghum hain
jigar dreeda hai aankhein num hain
jo silsley pyar k the brsoun
wo ab kahan ae mere snum hain
badun pe jo zakhm dekhte ho
ye sub mere yaaron k karum hain
wo jis ne bachpun se tum ko chaha
smujh sako to wo zaat hum hain
her ik taraf ghair mil rahe hain
HUMA yahan log apne kum hain
khushi na damun mein sirf ghum hain
jigar dreeda hai aankhein num hain
jo silsley pyar k the brsoun
wo ab kahan ae mere snum hain
badun pe jo zakhm dekhte ho
ye sub mere yaaron k karum hain
wo jis ne bachpun se tum ko chaha
smujh sako to wo zaat hum hain
her ik taraf ghair mil rahe hain
HUMA yahan log apne kum hain