§~|~µð€η~|~547
08-27-2009, 09:46 PM
Meri aankhon main ye tera khawab kaisa hai?
Muhabbat ki kitab main niaya baab kaisa hai?
Apna jo jana hai mujhe dil-o-jaan se hamdam
Darmyan main ye phir nazar ka hijab kaisa hai?
Hum tum to hain yak jaan do qalib sada se Hassan
Phir bichrne ka sawal kaisa hai jawab kaisa hai?