MeOw*
08-26-2009, 03:11 PM
Emaan ka bayan
Hazrat anus(R.A) rewait kartay hai keh Hazrat Muhammad (P.B.U.H) nei
farmaiya : jis shaks main teen khaslatein houngi wo aeman ki mithas (aur ak
rawait main hei keh ISLAM ki mithas) ko paley ga : ALLAH aur aus ka RASOOL
(HAZRAT MUHAMMAD P.B.U.H) asey baki tamam cheezo sei ziyada mehboob houn,jis
shakhs sei bhi ausey muhabbat hou wo mehz ALLAH ki waja sei hou ,kafr sei
nijaat paney ke baed dobara halat-e-kufr mei lotney ko wo ais trah na pasand
karta jesay wo khud ko agg mein pheinka jana na pasand karta hou.