PDA

View Full Version : *Duwaon Ki Qaboliyat Kay Auqaat*


Nida-H
08-26-2009, 12:35 PM
According to HADEES,

[Duaon ki qaboliat k auqaat]

1.Farz namaz kay baad,
2.Azan aur aqamat kay darmian,
3.Tahajjud kay waqt,
4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar,
6.Iftaar kay waqt,
7.Jummay kay din ek ghari,
8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt,
10.Arfa kay din maidan-e-arfat main,
11.Quran ki tilawat kay baad.

~*Gillanii
08-27-2009, 08:32 PM
Jummay Kay Khutbay Main Jab Hatho'n Ki Position Change Kartay Hain To Us Dauraan Bhi ..

Informative .. Thanks

~*Gillanii
08-27-2009, 08:33 PM
Aur Batain yaad Ayi ..

Jab Ankh Main Anso Ho Tab bhi ..
jab Insan Ko Takleef Pohanchay Tab Bhi

Nida-H
08-27-2009, 08:42 PM
JazakAllah For Sharing This..

FAJAAN
10-02-2009, 07:21 PM
jazakAllah

Nida-H
10-10-2009, 02:07 PM
thnx..

A L i
10-15-2009, 10:43 PM
Subhan ALLAH

Nida-H
10-28-2009, 12:17 PM
thnx..

!«╬Ĵamil Malik╬«!
06-08-2010, 03:57 PM
Jazak allah

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.