SHAYAN
08-26-2009, 11:13 AM
http://img145.imageshack.us/img145/2200/947924qk6xwwmpks.gif
Manzil hay na humdam hay
Kuch hay to agar dam hi dam hay
Main is duniya main akela hoon
Awara hoon badal ki tara
Meri duniya duur sitaron se
Bar bahtki huy ek mouj hoon main
Jo mil na sake gi kanaron se
Main har ghum par hansta hi raha
Yeh aankh kabhi purnam na huy
Main sath chala duniya k magar
Duniya hi sharike ghum na huy
Mujhe pyaar hay kyun tanhayi se
Bedard zamana kiya jane
Jis dil ne choot na khayi ho
Woh mera fasana kiya jane!!!
Manzil hay na humdam hay
Kuch hay to agar dam hi dam hay
Main is duniya main akela hoon
Awara hoon badal ki tara
Meri duniya duur sitaron se
Bar bahtki huy ek mouj hoon main
Jo mil na sake gi kanaron se
Main har ghum par hansta hi raha
Yeh aankh kabhi purnam na huy
Main sath chala duniya k magar
Duniya hi sharike ghum na huy
Mujhe pyaar hay kyun tanhayi se
Bedard zamana kiya jane
Jis dil ne choot na khayi ho
Woh mera fasana kiya jane!!!