s_sableo
08-23-2009, 02:15 PM
ok frnds yeh hai wo poetry jo 2nd pic k hisaab sey kuch
frnds ney khud likhi apko vote kar k batana hai k kaunsi poetry best hai
n picture k hisaab sey hai thanku
http://img26.imageshack.us/img26/6325/itssolonelyherebylasaro.jpg
1 > mai saath ho tumharay to kyu ankh mai nami hai
yeh soch kar hamarijaan pay bani hai
kuch keh sako to kehdo warma ro paray gay hum bhi
kis baat kis bina mai tumhari ankh mai nami hai
mai saath ho tumharay to kyu ankh mai nami hai
hum nay mangi har khushiya tumhari or mangtay rahay gay
tumhari har khushiyo mai jashn banatay rahay gay
mai saath ho tumharay kia ab bhi koi kami hai
2 > rotey hain teri yaad mei din raat aisey
hoti rehti hai musalsal barsaat jaisey
3 > merey sath chel merey hamsafar tujhay main khushi say nawaz don
merey chahten meri ulfaten mera tan man tujh pay main waar don
tu kisi safar say jo aey ga mujhay apnay khayalon main pay ga
main muhabbaton ki inteha karon teri yaad main raten guzaar don
4 > kyu chalo mai sang tumharay
kyu thamoo ueh haath tumhara
kyu kam diyay hai kia aansoo tum nay
ya or dil dokhana hai humara
kyu kiyay woh waaday woh kasmay tum nay
jis ko poora na karnay ka irada tha tumhara
kyu chalo mai sang tumharay
kyu thamo mai haath tumhrara
5 > phool khilay ya tara chamkaa
man ka soona aangan mehkaa
jhoom othhi dil ki tanhaai
musam nay phir li angraai
teri yaad ki barish aai
6 > Main Tamam Umer Saath Raha Shumar na karsaka
wo Jatey Jatey Nayii Soch ka Izhaar Dai Gaya
khali thai Haath mere Na umeed na Asra
Wo Ruksat hoa us phool main sara pyar dai gaya