PDA

View Full Version : Dard-naak


Humaila
10-11-2008, 11:50 PM
jo loog Musalmaanon mein bay-hayaae phailaanay k aarzu-mand rehtay hein un k liay dunya aur akhirat mein dard-naak azaab hein...
[Surah Noor, 24:19]

..
Mein kaafi logon se sunti hoo kehtey howe key, Humay iss dunya mein ghum hai akhiirat mein nahi honge.. Well.. It's wrong.. Jo Insaan ALLAH(swt) key nazdiiq iss dunya mein hoga .. oss insaan ki dunya aur akhiraat bhi sawar jati hai.. Aur ossko iss dunya mein hi jannat mil jati hai.. JAzakhALLAH.
Humey bhi chahie key Hum ALLAH(swt) key itney nazdiiq ajay key .. Humey yhe dunya hi jannat lagna shoro ho jay,,,
Bahr haal,,., Iss surah mein yhe hai. Key humey be-hayai nahi pilani chahie.. Muslmano ko.. Muslmano key tarmyaan.. ,
Allah(swt) hum sub ko sidey rastey par chalney ki tofeeq de.. AMIN..

KOKO
10-12-2008, 04:21 PM
Vry Nice ,keep posting tht kind informative stuffs...

umair8005
10-12-2008, 05:13 PM
http://img383.imageshack.us/img383/1050/jblueko4.gif

Humaila
10-12-2008, 10:46 PM
thanks 4TCs,,, Umair and KOKO..

Hamzaking
10-17-2009, 07:26 PM
Jazak allah

!«╬Ĵamil Malik╬«!
04-30-2010, 06:55 PM
Jazak allah

ღƬαsнι☣Rασ™
07-04-2012, 03:48 PM
Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.