Humaila
10-11-2008, 11:48 PM
Abu Musa(pbuh) ney farmaya:Muhammed(sww) ney farmaya:" jissne Al-Badan par ghaur kia(Namaz-e-fajr aur asar)Who jannah mein dakhil hoga"
(Al-Bukhari and Muslim)
Jundub bin Sufyan () farmaya: Muhammed(sww) ney farmaya : "Jo insaan namaz-e-fajr ada kare gha who Allah(sw) ki hifazaat mein rahe gha,"
(Muslim)
lekin hum yhe nahi keh saktey key, sirf namaz-e-asr zaroori hai, yha phir namaz-e-fajr.. Saari namaze IMPORTANT hai, Lekin kuch namaz aisi hoti hai jin par ziada insaan ghaur nahi karta, unless insaan ziada interest le. isilye hadith meiin zikr ho chuka hai namaz key barey mein, aur sirf kuch namaz key barey mein nahi balkey 5.key hum 5waqt ki namaz pareh.. panhoo ki panhoo namaz zaroori hoti hai ...
Humey kabhi bhi namaz nahi chorni chahie..
Jub insaan namaz parh raha hota hai to farishetey kehtey hai key "Ay ibn-e-adam aghar tujhe ilm hota key tou kisskey samney karha hai, ..tera dil kabhi na karta salam perney ko".,,
"Imaan walo,madad ki taalib karo,
sabr se aur namaz se.
Beshak! Allah (swt) sabr karne walo key sath hai"
(Surah Al-Baqarah 2:153-154)
Yhe maloom hota hai key Namaz zaroori hai, Aur Allah(swt) sabr karney walo key sath hai..
Baqi ALLAH(swt) behtaar janey wala hai,,
..