(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-19-2009, 10:47 PM
Chehraa sabhi ka, dil ka aaina hota hai
Bas ek ek raaz iska, padhke batana hota hai...
Bahut dair tak chup rehne ka matalab
Sar par aasmaan se taare tutna hota hai...
Jis pal ho koi zaruri kaam humare saamne
Rukte nahi kadam phir bas jaana hota hai....
Mausam badalne ka theek se andaza ho agar
Mushkil nahi zindgi ka raasta badalna hota hai...
Jala ke ghar apna kar lo chahe kitni raushni
Tamashbin banege log aisa zamana hota hai...