SHAYAN
08-18-2009, 05:16 AM
http://img14.imageshack.us/img14/3774/1870344l054v740qd.gif
Jab bhi raat ki tareeki main hota hoon akela
Teri yaadon ko paas bula leta hoon
Had se barh jaye jab yaad teri
To teri yaad main ansoo baha leta hoon
Main sota nahi raat bhar aksar
Kitna gustakh hoon sath tumhen bhi jaga leta hoon
Dekh na le koi meri ankh main tera chehra
Is liye sham se pehle chiragh bujha deta hoon