PDA

View Full Version : Kabhi Ham Bhi Akelay Thay


K@IN@@T
08-16-2009, 09:16 PM
Kabhi Ham Bhi Akelay Thay



Akaila Daikh Kar Tum Ko
Humain Ehsaas Hota Hai


Kabhi Ham Bhi Akelay Thay


Ager-cha Shaher Main
Dil Kay Liye
Lakhoo Jhamilay Thay
Hazaroo Rang Miltay Thay
Mager Itna Bohat Say Rangoo Main
Ham Akelay Thay


Akelay Dekh Kar Tum Ko
Hamay Yeh Ahsaas Hota Hai


Kabhi Ham Bhi Akelay Thay


Phir Aik Din Hum Ne Tanhaiyon Se Dosty Kar Le
Akailay Rah Kar Jeenay Ka Qareena Aa Gia Hum Ko
Koi Bhe Rut Ho
Apni Aankh Hergiz Num Nahi Rakhtay
Yah Aalam Hai Kay Ab
Tanhaiyon Ka Ghum Nahi Rakhtay
Magar Phir Bhe Humain Tanha Nazar Aata Hai Jab Koi
To Phir Ehsaas Hota Hai
Kabhi Hum Bhe Akailay Thay



Akaila Daikh Kar Tum Ko
Humain Ehsaas Hota Hai


Kabhi Ham Bhi Akelay Thay
__________________

SHAYAN
08-16-2009, 10:21 PM
:zabardast:

K@IN@@T
08-16-2009, 10:22 PM
thanx shayan bhai:cheer:

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.