AKHROT
08-13-2009, 10:46 PM
Us ne kaha tum me pehli si baat nahi
Mai nay kaha zindagi me tera sath jo nahi
Unsay kaha ab bhi kisi ki ankho me doob jaatay ho
Main na kaha kisi ki ankh me ab wo baat nahi
Us nay kaha kio itna toot kar chaha muje
Main ne kaha insaan hu pathar to nahi
Unsay kaha kia me bewafa hoo
Me ne kaha muje wafa ki talash nahi
Unsay kaha bhool ja mujh ko
Me na kaha tum hakeekat ho koi khuwab to nahi