MeOw*
08-13-2009, 02:28 PM
Uljhay huay hallat ka shikwa na kia kar
Khairaat mein mile khushion ke tamana na kia kar
So bar kaha itne mohabat nahi ache
So bar kaha itna Bherosa na kia kar
Hallat hamin 1 kabi na hony dein gay
Ay dost mery, mere tamana na kia kar
kia jany ye kis moor pe lay jaye zamana
Tu mujh ko kise pal bhe elehda na kia kar
Mumkin hai kise rooz bicher jaon FARAZ
Tu mujh se pyar itna ziada na kia kar
Khairaat mein mile khushion ke tamana na kia kar
So bar kaha itne mohabat nahi ache
So bar kaha itna Bherosa na kia kar
Hallat hamin 1 kabi na hony dein gay
Ay dost mery, mere tamana na kia kar
kia jany ye kis moor pe lay jaye zamana
Tu mujh ko kise pal bhe elehda na kia kar
Mumkin hai kise rooz bicher jaon FARAZ
Tu mujh se pyar itna ziada na kia kar