dur-e-shahwar
08-11-2009, 06:56 PM
main ne haq-e-mohabbat ada kiya
na kabhi kisi se gila kiya
mjhe ajab iska sila mila
mujhe dil se usne bhula diya
mohabbat ki kitaab ka har ek varq usne jala diya
woh jo arzo ka chiragh tha
use nafraton ne bhula diya
mujhe zakham phir ek naya diya
mujhe is muhabbat ne kiya diya
wo jo kehte the khush raho
wo jo kehte the meri jaan ho tum
har lamha hansa karo
mujhe ajj unhon ne rula diya
mera nishan tak mita diya
mujhe is muhabbat ne kiya diya
na kabhi kisi se gila kiya
mjhe ajab iska sila mila
mujhe dil se usne bhula diya
mohabbat ki kitaab ka har ek varq usne jala diya
woh jo arzo ka chiragh tha
use nafraton ne bhula diya
mujhe zakham phir ek naya diya
mujhe is muhabbat ne kiya diya
wo jo kehte the khush raho
wo jo kehte the meri jaan ho tum
har lamha hansa karo
mujhe ajj unhon ne rula diya
mera nishan tak mita diya
mujhe is muhabbat ne kiya diya