Log in

View Full Version : Hazrat Ali ( R.A )


dur-e-shahwar
08-10-2009, 03:10 AM
4 CHEEZEN JANNAT KI TARAF BULLATI HAIN.......
1. apni museebat ko chupana
2. Waldaen k saath husn-e-salook
3. chupa kr sadqa dena
4. LA ILAHA ILLALLAH kahna





Hazrat ali ( r.a )


Jis ka raabita allah k sath ho wo nakaam nahi hota

makaam wo hota hay jis ki umeedae duniya walon say wabasta hon
hazrat ali ( r.a )








1 KHOOBSURAT AETBAAR.... !
AGR ALLAH tumhari dua,ain qabool kar raha hay to wo tumhara YAQEEN barha raha hay.

AGR ALLAH dua,ain qabool karnay main daer kar raha hay to WO tumhara SABR barha raha hay.

AGR ALLAH tumhari dua,on ka jawab nahi day raha hay to WO tumhen AAZMA raha hay.

Humaila
08-10-2009, 03:21 AM
jazakhallah..

dur-e-shahwar
08-10-2009, 03:30 AM
thankz

SHAYAN
08-10-2009, 06:00 AM
http://img19.imageshack.us/img19/3449/jazvq0ux9.gif

K@IN@@T
08-10-2009, 06:26 AM
4 CHEEZEN JANNAT KI TARAF BULLATI HAIN.......
1. apni museebat ko chupana
2. Waldaen k saath husn-e-salook
3. chupa kr sadqa dena
4. LA ILAHA ILLALLAH kahna





Hazrat ali ( r.a )


Jis ka raabita allah k sath ho wo nakaam nahi hota

makaam wo hota hay jis ki umeedae duniya walon say wabasta hon
hazrat ali ( r.a )


1 KHOOBSURAT AETBAAR.... !
AGR ALLAH tumhari dua,ain qabool kar raha hay to wo tumhara YAQEEN barha raha hay.

AGR ALLAH dua,ain qabool karnay main daer kar raha hay to WO tumhara SABR barha raha hay.

AGR ALLAH tumhari dua,on ka jawab nahi day raha hay to WO tumhen AAZMA raha hay.

jazakallah
v nice sharing sis

dur-e-shahwar
08-10-2009, 04:45 PM
thankz both of u

Abewsha
09-01-2011, 04:53 AM
mashallah..
nice sharing jazakallah kahir

ღƬαsнι☣Rασ™
07-15-2012, 11:46 PM
Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng

life
08-16-2012, 01:25 AM
JazakALLAH khair
__________________

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.