K@IN@@T
08-04-2009, 07:08 AM
MERI DIRAY K WOH KHAMOOSH KAGAZ
Meri diary k woh khamoosh kagaz
kehtay hai k duniya mai kuch khamoosh nahi
jis mai hai meri alfazo ki pukar
woh pukar jo koi sonta nahi
jaha hai woh pyar k anmol rishtay
jo koi sochta samjhta nibhata nahi
jis mai hai woh gareebo ki pukaray
jo koi dekhta sonta mehsoos karta nahi
jaha hai woh matlab parast log
jin ko apnay matlab k siwa kuch dekhta ahi
jaha hai maa k woh khamoosh ansoo
phir bhi maa ki ankho mai sawal nahi
meri diary k woh khamoosh kagaz
Meri diary k woh khamoosh kagaz
kehtay hai k duniya mai kuch khamoosh nahi
jis mai hai meri alfazo ki pukar
woh pukar jo koi sonta nahi
jaha hai woh pyar k anmol rishtay
jo koi sochta samjhta nibhata nahi
jis mai hai woh gareebo ki pukaray
jo koi dekhta sonta mehsoos karta nahi
jaha hai woh matlab parast log
jin ko apnay matlab k siwa kuch dekhta ahi
jaha hai maa k woh khamoosh ansoo
phir bhi maa ki ankho mai sawal nahi
meri diary k woh khamoosh kagaz