Hussain
08-03-2009, 02:52 PM
Tota khwaab kuch yun jese shisha bhikhar gaya
khuLli jo meri aankh tu sara manzar badal gaya
milta hi nahi hai woh Gohar-e-naayab ban kar
jis ko dhundne ko woh dashtun main nikal gaya
muhabbat ka musaam khizan rut main dhal gaye
Aandhi yun chali ke shajar-e-wafaa bhi ukhar gaya
nikla tu woh apne ghaar se tha hum safar ke sath
Ali hi chalta raha saathi tu raste main tehar gaya