Humaila
10-06-2008, 07:44 PM
Rasool Allah (sallallahu 'alaihi wasallam) nay farmaaya:
yaqeenun tum apnay say pehlay logon k toor-tareekay apna lo gay balisht baraabar balisht k, haath baraabar haath k ho jao gay hatta k agar wo goh k bill mein ghusay to tum bhi un k peechay jao gay.
poocha gaya aay Allah k Rasool (sallallahu 'alaihi wasallam)! yahood-o-nasaara k?
Aap (sallallahu 'alaihi wasallam) nay farmaaya: aur koon?
[Sahih Bukhari, Hadith#3456 - Sahih Muslim, Kitaab Al-Ilm, Hadith#2669]
.......
Aur aaj bhi yhei horaha hai.. Jo humse pehley iss dunya se jaa chukey hai aur jo imaan waley nahi they hum onkey nakshe kadam par chal rahey hai..
be-hayai haar taraf peel rahi hai.. Aur hum aik jagha berth kar sub kuch dekh rahey hai.. Balkey hum aur support kar rahey hai.. Aisi be-haya movies aur songs ki videos dekh kar.. Humey sharm ani chahie..
Aur har waqt ALLAH(swt) se taubah ki taalib karni chahie..
ALLAH(swt) hum sub ko achey amal karney ki tofeeq de.. AMIN