(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
07-31-2009, 03:04 PM
kya ye apni kahaani ho gayi,
kahan meri zindagani kho gayi,
Socha na tha ye anjaam hoga mere mukaddar ka,
Intzaar me sari jwaani kho gayi,
Uss khuda ko reham na aaya mere aasuon pe,
Raahein andheron ki deewani ho gayi,
Har modd pe thokar khata chala gaya,
kismat ne kabhi sambhalna na seekha...
khushi mere jahaan se kis kadar begani ho gayi,
kya nazara ta mere tute aashiyane ka uss pal...
Jab unhone kaha teri - meri khatam ye kahaani ho gyi.