View Full Version : Aaj Ki Taza Khaber.....
Pages :
1
[
2]
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
Nida-H
08-01-2009, 08:16 PM
Aaj ki taza khaber Ruby` kali hai tu kya howa..dilwali hai :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:17 PM
:lol:
Ajj ke taaza kahbar......Saab nay PAKISTAN ke flag qu laga liye hain siggi main :D
Nida-H
08-01-2009, 08:17 PM
Aaj ki taza khaber kyun kay 14,Aug kareeb hai.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:18 PM
Ajj ke taaza kahbar....14th August ah raha hay :D patakay laay aoo :D
Nida-H
08-01-2009, 08:20 PM
Aaj ki taza khaber Khushboo ki beti buhat sweet hai.. :cheer:
"K.G"
08-01-2009, 08:21 PM
Ajj Ki Taza Khabar Karachi HAwks Bay PeR Naha kar Arhey HaiN GhafoOOR Miya'n :thumbsup:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:22 PM
ajj ke taaza kahbar THANKS tab KATAM ho gaya hay :D
Nida-H
08-01-2009, 08:24 PM
Aaj ki taza khaber kyun khatam ho gaya thnx tab.. :OOPs:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:25 PM
ajj ke taaza kahbar ......bcz har kohi khud ko he thanks kiye jaa raha ta today fashion ban gaya ta :D hehehehe
Nida-H
08-01-2009, 08:26 PM
Aaj ki taza khaber thnx tab sirf threads main hai bass..posts main nahi :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:28 PM
ajj ke taaza kahbar.....garmi bht hay
Nida-H
08-01-2009, 08:30 PM
Aaj ki taza khaber kuch kuch hota hai.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:31 PM
kia hota hay :D
ajj ke taaza kahbar...mujhe be bht kuch hota hay :D
"K.G"
08-01-2009, 08:32 PM
Ajj Ki Taza Khabar HAppY ThanX FoR ShariNG
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:33 PM
ajj ke taaza kahbar...is pyar say mere taraf nah dhekooo.... pyar ho jayee ga :D
Nida-H
08-01-2009, 08:33 PM
Aaj ki taza khaber K.G ka matlab batanay walay ko 10 ruppay inaam.. :cheer:
"K.G"
08-01-2009, 08:34 PM
Ajj Ki Taza Khabar Ye Filam purani Hogai Hai :lol:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:35 PM
:lol:
ajj ke taaza kahbar.... Mere beti soo gaye hay :D
Ajh ki taza khhabar Bandariya 14Aug ko Mf k tamam Members ko party dyrahi hai..........
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:36 PM
Ajj ke taaza kahbar.....Im listening song :D
Nida-H
08-01-2009, 08:36 PM
Aaj ki taza khaber meray betay ko apni beti ka rishta day dain aap.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:37 PM
Ajj ke taaza kahbar abhi bht choti hay aur masoom hay mere beti... :D
"K.G"
08-01-2009, 08:37 PM
Ajj Ki Taza Khabar
jameela keh Rahi Hai Kia Mujh Sey Faraz .. :o
Aa Kahin DuR Chale Jayen Hum
Nida-H
08-01-2009, 08:38 PM
Aaj ki taza khaber Hani bandar hain piyaray say.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:38 PM
Ajj ke taaza kahbar woh larka nahi zindagi hay mere.....
ajh ki taza khhabar mf pe jori banrahi hai......
Nida-H
08-01-2009, 08:40 PM
Aaj ki taza khaber kis ki jori ban rahi hai mf pay.. :cheer:
"K.G"
08-01-2009, 08:40 PM
Ajj Ki Taza Khabar Suna Hai MF Per Phir Sey Danga Fasad ki GhOShnayen Ghonj rahi hain :lol;
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:40 PM
Ajj ke taaza kahbar....woh larka bht yaad ahta hay :(
ajh ki taza khhabar jori banrahi hai Apk bety or Boo ki beti ki....
Nida-H
08-01-2009, 08:43 PM
ajh ki taza khhabar jori banrahi hai Apk bety or Boo ki beti ki....
Aaj ki taza khaber unn ka naam Boo nahi Khshboo hai.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:43 PM
:lol:
ajj ke taaza kahbar mujhe rishtay say inkar hay ruby ......
Nida-H
08-01-2009, 08:45 PM
Aaj ki taza khaber Hani Khushboo ko Boo keh rahay hain.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:46 PM
ajj ke taaza kahbar...hani ka naam ajj ke baad HEN :D
Nida-H
08-01-2009, 08:46 PM
Aaj ki taza khaber Hen bolay tu murgi.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:47 PM
ajj ke taaza kahbar woh kise murgi say kam nahi :D i mean HEN :D
Nida-H
08-01-2009, 08:48 PM
Aaj ki taza khaber Hani ko hen kyun kaha..waja batayee jaye :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:49 PM
ajj ke taaza kahbar ....os nay mujhe boo kaha mahni hen kaha :D waja yahi hay bahki app kahbar laga lain :D
Ajh ki taza khhabar Khushboo ka nam Khushbooo hargiz nahi hai,
Woh to Buhat khatarNaq Booooooooooooooooooo hai...........
Hussain
08-01-2009, 08:50 PM
ajki taza khabar ayaz Bro done a gud jOb:D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:51 PM
ajj ke taaza kahbar...HEN bht kahtarnaak MURGI kahnay say bagha howa HEN hay :D
Nida-H
08-01-2009, 08:51 PM
Aaj ki taza khaber Hussain buhat khush hain.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:53 PM
ajj ke taaza kahbar ...im having my dinner :D
Ajh ki taza khabar bandariya to khushi se Dance kar rahi hain
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:54 PM
:lol:
ajj ke taaza kahbar.....main be ajj bht khush houn :D
Nida-H
08-01-2009, 08:54 PM
Aaj ki taza khaber Hani ko muhabbat ho chuki hai.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:55 PM
ajj ke taaza kahbar...kabie khushi kabie ghum....
Nida-H
08-01-2009, 08:56 PM
Aaj ki taza khaber mujhe neend aa rahi hai.. :offtopic:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:56 PM
ajj ke taaza kahbar yaha 12am ho chuki hain SUNDAY :D
Nida-H
08-01-2009, 08:58 PM
Aaj ki taza khaber Khushboo hamesha invisible he rehti hain.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 08:58 PM
:lol:
ajj ke taaza kahbar.....dheka tum ko jaab say bas dheka tum ko yaara
Nida-H
08-01-2009, 09:00 PM
Aaj ki taza khaber meray bhai ka SMS aya hai.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 09:01 PM
ajj ke taaza kahbar ruby app ka siggi bht khubsurat hay....
Nida-H
08-01-2009, 09:04 PM
Aaj ki taza khaber sab apnay apnay siggi main Pak Flag laga lain.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 09:06 PM
ajj ke taaza kahbar pak flag kaha say milay ga :D
Nida-H
08-01-2009, 09:07 PM
Aaj ki taza khaber ghar ki chattt say utar ker lay ayen Pak Flag.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 09:09 PM
ajj ke taaza kahbar mere ghar ke chaat ke upper walay flat main chinese rahtay hain :D
Nida-H
08-01-2009, 09:10 PM
Aaj ki taza khaber tu unn Chinese ko he laga dain .. :laugh:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 09:12 PM
ajj ke taaza kahbar woh chini mini type ke banday :D nahi rahnay do
Hussain
08-01-2009, 09:19 PM
aj ke taza khber dasht abi nhi aya
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-01-2009, 09:21 PM
ajj ke taaza kahbar.......mujhe neend ah rahi hay good night
Hussain
08-01-2009, 09:38 PM
aktk
m going aham
Dast-e-Tanhai
08-01-2009, 09:52 PM
aj ki taaza khber hussain ja raha hy
life2
08-02-2009, 12:04 AM
ajj ke taaza kahbar.......baba clinic main agy hain..
dur-e-shahwar
08-02-2009, 12:07 AM
aj ki taza kabar ghuncha api wapis a gi hia
Ghuncha
08-02-2009, 12:35 AM
Aj Ki taza Khabar Aj Ki taza Khabar Aj Ki taza Khabar Aj Ki taza Khabar Mai Agaye Omg
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 08:35 AM
ajj ke taaza kahbar FAJAAN aur sooli nay complain kar diya...:D
!~*SOoLi
08-02-2009, 08:42 AM
Aaj Ki Taza Khabar .. Agar Is Baar SOoLi ki Complain Par Action Na Liya Gya To SOoLi Banned Hoga Forum Say .. :thumbsup:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 10:42 AM
ajj ke taaza kahbar.....is baar sooli aur Fajaan gussay main hain ....:dont20tell:
Nida-H
08-02-2009, 12:32 PM
Aaj ki taza khaber mujhe raat ko neend he nahi aa rahi thi.. :rolleyes:
Dast-e-Tanhai
08-02-2009, 12:40 PM
aj ke taza khber mjy neend a gaye thi
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 12:43 PM
ajj ke taaza kahbar...Hussain par complain hain :D hehehehe
Nida-H
08-02-2009, 12:45 PM
Aaj ki taza khaber Ayaz complain perh rahay hain.. :cutee:
Dast-e-Tanhai
08-02-2009, 12:47 PM
aj ke taza khber ya sub kia ho raha hy
Nida-H
08-02-2009, 12:48 PM
Aak ki taza khaber complain main apka naam bhi shamil hai Dasht-e-tanhai.. :cool:
Dast-e-Tanhai
08-02-2009, 12:49 PM
nhiiiiiiiiii
howa kia hy
Nida-H
08-02-2009, 12:50 PM
Aaj ki taza khaber aap perh lijiye complain section main.. :Allah-hafiz:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 12:51 PM
:lol:
ajj ek taaza kahbar...2 mod aur ek humara pyara dasht...in par complain hain kuch dair main police in ko laay jaye ge :D
"K.G"
08-02-2009, 01:15 PM
Ajj Ki Taza Khabar Hoshiyari Ka Sar NeeCha :thumbsup:
Dast-e-Tanhai
08-02-2009, 01:17 PM
pahly ap ko ly k gay thi lolzzzzzzz:msn_grin:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 01:18 PM
ajj ke taaza kahbar complain app par hoo rahi hain mujhe par nahi :D dont be over smart :D
Nida-H
08-02-2009, 02:28 PM
Aaj ki taza khaber humain forum pay "Bhai-Chara" chahiye.. :protest:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 02:31 PM
ajj ke taaza kahbar bhai chahra kia hota hay :D COW ka chara :D
AKHROT
08-02-2009, 02:31 PM
aaaj ki taaza khabar
R for nazil ho gaee :D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 02:33 PM
ajj ke taaza kahbar...Thanks will be reset...soo saray top thanked say guzarish hay ke saftey belt baand lain...:D hehehehe
Nida-H
08-02-2009, 02:33 PM
Aaj ki taza khaber AKHROT ka current jari o sari hai.. :current:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 02:34 PM
ajj ke taaza kahbar......Ajj kal complain zayda ho rahi hain
AKHROT
08-02-2009, 02:36 PM
Ajj ki taza khabar
abb fajaan ki post dhoondnay kay bajaey direct thread pe thanks ka tab press karna hai
easy hogaya :D
Nida-H
08-02-2009, 02:36 PM
Aaj ki taza khaber koi meray uchalnay per bhi complain na ker day.. :cheer:
"K.G"
08-02-2009, 02:37 PM
Ajj ki taza khabar
abb fajaan ki post dhoondnay kay bajaey direct thread pe thanks ka tab press karna hai
easy hogaya :D
HAHAHA :lol:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 02:37 PM
ajj ke taaza kahbar app ke din hai uchalnay ke khoob uchloo ruby :D
"K.G"
08-02-2009, 02:38 PM
Ajj Ki Taza Khabar Ayaz Ney Sahi Faisla Kia hAi :D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 02:39 PM
ajj ke taaza kahbar AYAZ humesha sahi faisla karta hay... LATE but RIGHT :D
Nida-H
08-02-2009, 02:39 PM
Aaj ki taza khaber K.G ab humain ashaar main thnx nahi day sakain gay.. :goodnight:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 02:39 PM
ajj ke taaza kahbar im off now.... BYE :D
AKHROT
08-02-2009, 02:40 PM
aaj ki taaza khabar
muje parkash ki thread me shair kehne me bara maza aa raha hai :D
"K.G"
08-02-2009, 02:41 PM
Aaj ki taza khaber K.G ab humain ashaar main thnx nahi day sakain gay.. :goodnight:
Ajj ki Taza Khabar Ab App Asha'aar Bhi Nhi Kaha Karo Gi :(l0l):
Nida-H
08-02-2009, 02:41 PM
Aaj ki taza khaber AKHROT ko current laga..leg na saka :current:
"K.G"
08-02-2009, 02:42 PM
aaj ki taaza khabar
muje parkash ki thread me shair kehne me bara maza aa raha hai :D
Ajj Ki Taza Khabar MunN jAla DuN Ga Tera Dianosaur jaisa :sick:
AKHROT
08-02-2009, 02:43 PM
lolzzzzzzzz
aaj ki taaza khabar
akhrot aa gaya tey chaa gaya thaa kar kay :D
Nida-H
08-02-2009, 02:44 PM
Ajj ki Taza Khabar Ab App Asha'aar Bhi Nhi Kaha Karo Gi :(l0l):
Aaj ki taza khaber Ruby` ko thnx ka lalach nahi tha.. :cheer:
"K.G"
08-02-2009, 02:44 PM
Aaj ki taza khaber Ruby` ko thnx ka lalach nahi tha.. :cheer:
Ajj Ki Taza Khabar Ye To Waqi Taza Khabar hai :(l0l):
AKHROT
08-02-2009, 02:46 PM
aaj ki taaza khabar
R for ko kareena se milne ka lalach hai bas :D
!~*SOoLi
08-02-2009, 03:04 PM
Aaj Ki Taza Khabar .. Akhrot Jaha Hota Hay Waha Bongiyaa Hoti Hain :icon11:
Hussain
08-02-2009, 03:27 PM
aktk
pak lose da match
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 03:54 PM
ajj ke taaza kahbar...complain main saab set ho gaya hay :D
Hussain
08-02-2009, 03:57 PM
aktk
ayaz jag gya hay:D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 03:59 PM
ajj ke taaza kahbar...bht achi baat hay admin ko jaga he rahna chaye :D
Hussain
08-02-2009, 04:01 PM
aktk
or kisi ko apna faisla b jaldi kr dena chaiye:(
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 04:21 PM
ajj ke taaza kahbar.....im sad....
Hussain
08-02-2009, 04:40 PM
aktk
m also sad:(
"K.G"
08-02-2009, 04:44 PM
Ajj Ki Taza Khabar PappU can't Dance Sala :thumbsup:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 04:50 PM
ajj ke taaza kahbar...mere sar main dard hay
Hussain
08-02-2009, 04:54 PM
aktk
loadshedin hoin again:blind:
Nida-H
08-02-2009, 06:24 PM
Aaj ki taza khaber dil daita hai roo roo duhayee kisi say koi pyar na karay.. :wub6ug:
AKHROT
08-02-2009, 06:25 PM
aaj ki taaza khabar
muje dubai jana hai :(
"K.G"
08-02-2009, 06:26 PM
Ajj Ki taza Khabar Ruby NeY Acha Thread Banaya hai :D
Nida-H
08-02-2009, 06:27 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot ko dubai ka visa nahi mil sakta.. :current:
AKHROT
08-02-2009, 06:31 PM
aaj ki taza khabar
milay ga zaroor milay gaa visa :current:
Nida-H
08-02-2009, 06:32 PM
Aaj ki taza khaber iss Akhrot ko koi kha he jaye ga rastay main.. :current:
"K.G"
08-02-2009, 06:33 PM
Ajj Ki Taza Khabar AkhroT Sahi Insan Nhi hai :o
Nida-H
08-02-2009, 06:34 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot kay liye rishta talaash kiya jaye.. :cheer:
AKHROT
08-02-2009, 06:34 PM
aaj ki taza khabar
jawani mast mast wai wai :current:
Nida-H
08-02-2009, 06:36 PM
Aaj ki taza khaber sab Akhrot kay sath kooooooooook ker dikhayen.. :cheer:
AKHROT
08-02-2009, 06:38 PM
lolzzzzzzz
aaj ki taaza khabar
Ruby KoooooooooooooooooooooKay :current:
Nida-H
08-02-2009, 06:39 PM
Aaj ki taza khaber pura Pakistan kooookay.. :current:
"K.G"
08-02-2009, 06:39 PM
Ajjj Ki Taza Khabar Shayaaaan Sahaaab jo k moderator Hain is FORUM K Woh Sehat yaad Ho Chukay Hain :D
Aur Kal Tak Yahan bara Jaman Hojayen Gey Insha Allah
AKHROT
08-02-2009, 06:41 PM
aaj ki taza khabar
parkash kal meri annoucement kar dena muje nazla honay wala hai kal loll
:current:
Nida-H
08-02-2009, 06:42 PM
Aaj ki taza khaber sab members Akhrot ko tissue papers gift karain.. :cheer:
"K.G"
08-02-2009, 06:42 PM
aaj ki taza khabar
parkash kal meri annoucement kar dena muje nazla honay wala hai kal loll
:current:
Ajj Ki taza Khabar Main FORUM ki Dai''' Nhi Bay :current:
Kooookay kya hai...................................?
AKHROT
08-02-2009, 06:43 PM
aaj ki taza khabar
sab hmmmmmmmmmmm hmmmmmmmmmm karain :current:
"K.G"
08-02-2009, 06:45 PM
Ajj Ki Taza Khabar Mausam Bohot Piyara Hai :D
Kooookay kya hai...................................? koi humein bataye....?
Nida-H
08-02-2009, 06:45 PM
Aaj ki taza khaber sab kookain bas.. :cheer:
AKHROT
08-02-2009, 06:48 PM
ajj ki taza khabar
koooooooooooookay Ruby kooooooooookay :partytime:
Nida-H
08-02-2009, 06:49 PM
Aaj ki taza khaber koookay ka matlab Akhrot say pocha jaye.. :cheer:
Akhrot Kooooookay ka matlab kya hai.......?
"K.G"
08-02-2009, 06:51 PM
Ajj Ki Taza Khabar AkhrOT Ney FoRuM PeR Inqilaab barpa Kar Diya Hai :(l0l):
AKHROT
08-02-2009, 06:52 PM
Aaj ki taza khabar
safa koookay aik new indian movie life partner ka song hai :current:
Nida-H
08-02-2009, 06:53 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot kay sarr main juien hain.. :current:
AKHROT
08-02-2009, 06:55 PM
aaj ki taaza khabar
Ruby chalo mere sir se juen nikaalo :current:
Aaj ki taza khabar
safa koookay aik new indian movie life partner ka song hai :current:
acha.......hum ne nahi suna abhi........aaj ki taza khaber.........:scooter:
AKHROT
08-02-2009, 06:57 PM
Aaj ki tazza khabar
bohat khoobsurat song hai sunnna zarooor
Ruby ne gaaya hai :current:
life2
08-02-2009, 06:57 PM
Aaj ki taza khabar ...kal se school open horhy hain.....
Nida-H
08-02-2009, 06:58 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot kay sarr main juien achi leg rahi hain.. :current:
AKHROT
08-02-2009, 06:59 PM
aaj ki taza khabar
life2 nice entry thanks for wonderful entry
kal se life2 school ja rahi hai :current:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 06:59 PM
ajj k taaaza kahbar.....main coke pee rahi houn :D
AKHROT
08-02-2009, 06:59 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot kay sarr main juien achi leg rahi hain.. :current:
aaj ki taza khabar
nikaal do na :(
Nida-H
08-02-2009, 07:00 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot nay juion say tang aa ker tind kerwa li.. :current:
Ruby singer ban gai........................
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 07:01 PM
ajj ke taaza kahbar......yaha 10 pm ho chukay hain :D
AKHROT
08-02-2009, 07:02 PM
aaj ki taza khabar
Ruby ne tamaam juoen apne kabzay me ley li :current:
life2
08-02-2009, 07:04 PM
aaj ki taza khabar....akhrote ka season agay ahi.....
forum par member ziyada aarhe hain.........!
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 07:06 PM
ajj ke taaza kahbar... mujhe sardi laag rahi hay :D
AKHROT
08-02-2009, 07:07 PM
aaj ki taza khabar
life2 class 4th me pohanch gaee mubarak ho sab ko :current:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 07:08 PM
ajj ke taaza kahbar....news katam hoo gaye hain baad main bahki news...at 12 am :D
saare member ko sweet khilayi jaye...
Nida-H
08-02-2009, 07:46 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot ajj bar bar forum per.. :current:
AKHROT
08-02-2009, 08:19 PM
aaj ki taza khabar
akhrot aaaj century maar chuka forum per :D
Nida-H
08-02-2009, 08:19 PM
Aaj ki taza khaber Akhrot will be our next top poster of da month.. :current:
!~*SOoLi
08-02-2009, 08:20 PM
Aaj Ki Taza Khabar Akhrot Aaj Shair O Shairi Kay Muqablay Main Haar Gya :current:
Nida-H
08-02-2009, 08:23 PM
Aaj ki taza khaber Quiz shuru honay wala hai.. :cheer:
!~*SOoLi
08-02-2009, 08:24 PM
Aaj Ki Taza Khabar Ruby' Bichooo Gang Ki Hay :shooting1:
Nida-H
08-02-2009, 08:25 PM
Aaj ki taza khaber Ruby` sirf RUBY gang ki hai.. :cheer:
!~*SOoLi
08-02-2009, 08:28 PM
Aaj Ki Taza Khabar .. Ye Ruby Gang Nay Aaj Lahore Station Par 33 Pocket Maare :cheer:
Nida-H
08-02-2009, 08:30 PM
lol..
Aaj ki taza khaber Savitri kay baad ab Taveetri bhi forum per.. :cheer:
!~*SOoLi
08-02-2009, 08:31 PM
Aaj Ki Taza Khabar .. Ruby Ko Mere Nicks Ka Kaisay Pata Chalta Hay :o
Forum ka naya Tendulkar Akhrot................:current:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 08:33 PM
ajj ke taaza kahbar...Quiz start ho chuka hay :D
Nida-H
08-02-2009, 08:34 PM
Aaj ki taza khaber Mr.Double O kay nicks wakhray he hotay hain.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 08:36 PM
ajj ke taaza kahbar....mere beti soo gaye hay :D
!~*SOoLi
08-02-2009, 08:37 PM
Aaj Ki Taza Khabar .. Qaum Ko Zamanay Say Larna Hay To Savitri Kay Roop Main Ana Hoga :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 08:38 PM
:lol:
Ajj ke taaza kahbar...Shayan ka kuch ahta pata nahi
Hussain
08-02-2009, 09:50 PM
aktk
rakhswant ki shadi hogai:D
K@IN@@T
08-02-2009, 09:52 PM
acha
aaj ki taaza khabar mujhay abhi pata chala rakhi ki shaadi hogayi hai:confuse:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 09:56 PM
ajj ke taaza kahbar Hussain kia app ke sath hoyi :D
AKHROT
08-02-2009, 09:57 PM
aaj ki taza khabar
abhi to me jawan hooo :current:
Hussain
08-02-2009, 10:08 PM
aktk
khusbhoo nhi yar kisi or sy:D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-02-2009, 10:12 PM
ajj ke taaza kahbar ....mujhe chakar ah rahay hain :D
Humaila
08-02-2009, 11:54 PM
aaj ki taza khabar mene aaj khana bayana.. :choza:
~Pr!nCe$s UrOoJ~
08-03-2009, 03:17 AM
aaj ki taza khabar main wapis a gai hoon
"K.G"
08-03-2009, 03:18 AM
Ajj Ki Taza Khabar WelCome Back UroOoj !
WelCome Back UroOoj sisoooooji..................:be mine!:
"K.G"
08-03-2009, 03:24 AM
Ajj Ki Taza Khabar wah kia baat hai :D
~Pr!nCe$s UrOoJ~
08-03-2009, 03:32 AM
WelCome Back UroOoj sisoooooji..................:be mine!:
thanx alot safa sis
==========================
Post Auto Merge
==========================
Ajj Ki Taza Khabar WelCome Back UroOoj !
thanx alot KG
==========================
Post Auto Merge
==========================
aaj ki taza kharab main nay posting bhi start kardi :D
Ghuncha
08-03-2009, 08:47 AM
aj ki tazaaaaaa khabar Uroooj Q aye :o
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 08:51 AM
ajj ke taaza kahbar UROOJ sis is back.....
Ajj ki taza khabar :b
am here...
Hussain
08-03-2009, 12:17 PM
ajtk
:think:
aaaj ki taza khabar ....
lakin
break ke bad
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 12:41 PM
ajj ke taaza kahbar .....mahni lunch kar liya
aaj ki ataza.. khabar...
pata nahi kai hai
Nida-H
08-03-2009, 12:47 PM
Aaj ki taza khaber kaddu ab mirchon kay sath free.. :cheer:
Dast-e-Tanhai
08-03-2009, 12:47 PM
:0001:
aaj ki taza khbar ruby sabzi bech rahi hai
Nida-H
08-03-2009, 12:51 PM
Aaj ki taza khaber DM ka flag asmaan ko chuu raha hai.. :cheer:
Dast-e-Tanhai
08-03-2009, 12:52 PM
aj ki taza khber ruby dance ker rahi hy
14th of august per lolzzzzzzz
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 12:54 PM
ajj ke taaza kahbar....ruby taak jaoo ge baht jaoo
Nida-H
08-03-2009, 12:55 PM
lol..
Aaj ki taza khaber khushboo ka Avatar acha hai.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 12:56 PM
thanks...
ajj ke taaza kahbar ruby baht jaoo warna app ko chair ke sath band na paryee ga :0030:
aaj ki taza khabar....
sab thak jaogey
Nida-H
08-03-2009, 12:58 PM
Aaj ki taza khaber Ruby` kabhi nahi thakti.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 12:59 PM
ajj ke taaza kahbar ruby taak jaoo ge 14th AUGUST ko abhi time hay baht jaoo aram say :D
aaj ki taza khabar
pakistan hai tumhara
pakistan hai hamara... :D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 01:03 PM
ajj ke taaza kahbar Khushboo is off now taak gaye houn bahki news baad main :D...over to u :D abb app news do :D
aaj ki taza khabar
pak
288/8 :D
Nida-H
08-03-2009, 03:57 PM
Aaj ki taza khaber mujhe meri Mama buhat zayida yaad aa rahi hain.. :(
aaj ki taza khabar ....
MAA kis ko yaad nahi aati hai
MeOw*
08-03-2009, 04:48 PM
Aj ki taza khabar.. koi nahi
aaj ki taza khabar channel band kardo phir
ajh ki taza khhabar k koi khhabar nahi hai
MeOw*
08-03-2009, 04:56 PM
aj ki taza khabar aj aik ip unban ki lolz
Ajj ki taza khabar galat ip unban to nahi ki...
Nida-H
08-03-2009, 05:17 PM
Aaj ki taza khaber D.M Avatar main kisi ko mukka maar rahay hain.. :cheer:
aaj ki khabar ruby har post mein dance karti hai :cheer:
Nida-H
08-03-2009, 05:19 PM
Aaj ki taza khaber D.M bhi dance ker rahay hain.. :cheer:
aaj ki tazzaaa khabar....
aik break ke bad..
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 05:26 PM
ajj ke taaza kahbar...yaha 8:30pm ho chukay hain :D
"K.G"
08-03-2009, 05:27 PM
Ajj Ki Taza Khabar QuiZ Competition ka Answer Kis Ne Daina Hai ??
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 05:30 PM
ajj ke taaza kahbar KG app nay yah sooli nay aur kis nay .... :D
"K.G"
08-03-2009, 05:30 PM
Ajj Ki Taza Khabar Mujhey To pata Nhi :lol:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 05:35 PM
ajj ke taaza kahbar mujhe be pata nahi warna bata daytii mujhe cricket ke baray main kuch nahi pata :D sooli ko saab pata hay woh jawab dayga :D
"K.G"
08-03-2009, 05:36 PM
Ajj Ki Taza Khabar Aur Jawab na Dena Per Kia Hoga ??
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 05:38 PM
ajj ke taaza kahbar jawab nah daynay par app ke pitayii kee jaye ge :D
"K.G"
08-03-2009, 05:40 PM
Ajj Ki Taza Khabar Laikin Main Ne to Aisai He GrouP bana Liya Tha :o Mujhe Kia pata tha Ye QUESTIOn Pochien geY kha Ma kha :lol:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 05:41 PM
ajj keee taaza kahbar bas jee abb kia ho sakta hay yah sawal ka jawab dain yah pitayee ke liye tayar ho jayen ...? app ko kia karna hay...
:lol:
"K.G"
08-03-2009, 05:42 PM
Ajj Ki Taza Khabar Jawab To Nhi Pata :D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 05:44 PM
ajj ke taaza kahbar... tu pir app ke pitayee hoo gee ok.. serious bata dayti houn... agar app nay jawab nah diya tu app ka ek point kam ho jaye ga total 20 points hain....agar app nay jawab nah diya tu dosri team ke pass 1 point chala jaye ga like this 1-0 samaj ahye.....
:lol:
"K.G"
08-03-2009, 05:46 PM
Ajj Ki Taza Khabar Laikin Sawal To Hum Nhi PoCh rahay :(
K@IN@@T
08-03-2009, 05:51 PM
AAJki taaza khabar mainay gup shup mai new thread banayi hai
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 05:55 PM
ajj ke taaza kahbar... haan ye galat hay sawal sirf HUSSAIn uncle he karain gaay...
FAJAAN
08-03-2009, 06:22 PM
ajj ke taaza kahbar...kia hay :D?
AKHROT
08-03-2009, 06:26 PM
aaj ki taaza khabar
jashan e azaadi 14 august ko mubarak :D
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 06:29 PM
ajj kee taaza kahbar... abhi 14th august ko din hain
Nida-H
08-03-2009, 06:57 PM
Aaj ki taza khaber dil tu pagal hai.. :situps:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 08:08 PM
ajj ke taaza kahbar..pyar tu hona he ta
Nida-H
08-03-2009, 08:12 PM
Aaj ki taza khaber Khushboo ki ankh khull gayee.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 08:12 PM
ajj ke taaza kahbar ...sath sath im feeding my daughter :cheer:
Nida-H
08-03-2009, 08:14 PM
Aaj ki taza khaber Khushboo ki beti buhat paali hai.. :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 08:16 PM
thanks jeee.....
ajj kee taaza kahbar osay be app ke tara uhchal nay ka bht shuk hay :cheer: <---ye app :cheer: <--ye Hina :D
Nida-H
08-03-2009, 08:18 PM
lol..
Aaj ki taza khaber Ruby` aur Hina sath sath.. :cheer: :cheer:
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-03-2009, 08:20 PM
:lol:
ajj ke taaza kahbar kia app dono ko 14th August par kohi special programe ke liye bulaya gaya hay :D jo dono sath sath
:cheer: :cheer: <------------- :D
Nida-H
08-03-2009, 09:15 PM
Aaj ki taza khaber Quiz main dhanga fasaad.. :cheer:
"K.G"
08-03-2009, 09:16 PM
AJJ Ki taza Khabar Aisa KuCh Nhi Hua, Afwaah Hai, Game Aman O Amaan Sey Khaila ja raha hai
Nida-H
08-03-2009, 09:18 PM
Aaj ki taza khaber iss forum pay logon ka jagra khatam kiya jaye.. :cheer:
"K.G"
08-03-2009, 09:18 PM
Ajj Ki Taza Khabar Shar Pasand Anasir ney JamHoOriyat K Naam PeR Chilghozay FaroShi ki Aik Thread Main :lol:
A L i
08-03-2009, 09:19 PM
aaj ki taza khabar
mein online hun :lol:
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.