View Full Version : Mera ek muslim sapna
bellbottom
07-28-2009, 09:23 AM
Aj mujhe kitne saalo baad muslimo ka sapna aya. Mein toh khud bhul gaya ki mein kaun hun. Sapne kitne ajeebo garibh rangeen duniya ke hote hai. Kabhi kabar yeh chand sapne mujhe asliyat dikhate hai. Toh mere is sapne ki shuruvat hoti hai boxing club mein. Bohot sare street boxing fights ho rahe hote hai. Bajume bohot sare chote ghar bhi hote hai. Mein ek ghar ke andar jata hun. Waha mujhe mera boxing club manager dikhayee deta hai. Woh hota hai waqar younis, mein us se kuch baat karne ki koshis karta hun, toh wah mujhe talta hai. Kehte hai- kya kunal, hinduo ke sath boxing nahi khela tumne? Main bolta hun nahi, main toh cricket khelne aya hun. Tabhi waha ek navjavan muslim uvak ata hai. Use waqar do teen thapad lagata hai, boxing match ke liye tayar karne ke liye. Phir jab woh bahar chale jata hai, toh mein waqar se puchta hun- kya mujhe bhi thapad khane padenge? Tabh waqar achanak waha se gayab ho jate hai.
Mein phir sapne ke dusre scene mein apne mummy ke mummy ke ghar pahuch chukka hota hun....
bellbottom
07-28-2009, 09:36 AM
Waha mujhe koi dekhta, bolta hi nahi hai. Jaise ki main is duniya mein hun hi nahi. Phir waqar younis bhi waha pahuch jata hai aur aram farmane lagta hai. Waqar younis ke ghar mein ane se mere ghar mein ek ajab sa muslim vatavaran ban jata hai, anokha jiski mujhe barso se chahat/talash thi. Aj kal ki duniya he neo world, isme muslimo ka koi jasba, culture nahi dikhta. Sab log hawa mein tayerne ki soch te hai, payr jamin par rakhkar. Tabhi mein tv on karta hun. Toh usme ek kabeer khan ki tasveere dikhaye deti hai. Mein waqar se puchta hun ki yeh kaun hai? Toh waqar younis muslimo jaise bolta hai- yeh admi inqlab azadi ke liye ladhne wala hai. Toh mein puchta hun- ki kaunsa saal chal raha hai? Toh waqar bolta hai- abhi 1970 chal raha hai. Phir mein bolta hun ki yeh muslim kyun azadi movement ke liye ladh raha hai. Waqar bolta hai ki india ke sare muslim log barso pehle hi sab pagal ho chuke hai. Phir mein bolta hun- aur phir india ke hindu log? Tabh waqar mujhe mere mind ke andar anokhi jhalak dikhata hai....
bellbottom
07-28-2009, 09:47 AM
aur kehta hai- 1970 mein jab hum test cricket india mein khelne pahuche toh waha ruling power mein ek dehati widhva hindu thi. Humne test match bohot hi achi kheli, lekin bich mein rok di gayi thi. Humne jab complaint karne ki guzarish ki, toh hume hinduo ne pistol dikhayee.
Yeh sunkar mein dusre kamre mein jata hun, wapas ata hun toh waqar waha se gayab ho chukka hota hai.
Tabhi mein nind se uthta hun, aur sochta hun kya yeh sapna waqayee ek haqikat hai yaah zindagi bas ek khwab! Agar yeh sapna sach hai, toh mera is duniya mein koi heh hi nahi, bas yeh fatichar hindu log bejhijak bathangad banakar zindagi ko pata nahi kis mukam par le ja rahe he! Siyasi chalo ka khel banakar rakh diya hai. Tumse achi toh wah muslim mulk ki dimag mein chapar chapar karne wali burkha pahanne Islamic school jane wali choti ladkiya achi jinhe todhi toh tehzeeb hai, aur wah shia kabristan mein soye log ache!
----------------------------------------
Nawaz kunal pagare khan
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.