~ Bikhre Lamhe ~
07-17-2009, 05:00 AM
Dil ko Rona Roh ko khud pe afsos aaya
Aaj phir us Bywafa ka khyal aaya
Khamosh lab our Sukhi Aankhin Thi
Un k khayalon se phir eik Sailaab aaya
Dil ne un ko kahi baar Bholana Chaha
Jitna bholaya wo our Yaad Aaya.
Meri Ankhon Mein bas wohi basi tha
Phir kyun nahi us ne muje apnaya
Wo keh gayai tha k mein Tumhara Houn Wapis Aoun ga
Ek arsa beeta ha wo ab tak na aaya
Ek Din Intezar mein us k youn hi batha tha
Dil jhom gaya tha jo un ka khat aaya
Us kagaz mein khushiyan dhond raha tha
Hath mere bas Lamba Intezar aaya
Kitni asani se likh diya k muje Bhola do
Kyun un ko muj pe koyi taras na aaya
Jis rishte ko itne Armanon se Banaya tha
Use khatam karne ek kagaz ka Tukda aaya
Bada yaqeen tha apne mazboot pyaar pe
Ek kagaz ne use kitna kamzoor Banaya
Koi rishta mazbot nahi hota
Is sach ka us ne muj ko ehsas Dilaya
Bhola raha tha un ko muje is ka ghum tha
Khat dekhte sara Manzar Nigahon mein Aaya
Dil ko rona roh ko khud pe Afsos Aaya
Aaj phir us Bywafa ka Khyal Aaya
Aaj phir us Bywafa ka khyal aaya
Khamosh lab our Sukhi Aankhin Thi
Un k khayalon se phir eik Sailaab aaya
Dil ne un ko kahi baar Bholana Chaha
Jitna bholaya wo our Yaad Aaya.
Meri Ankhon Mein bas wohi basi tha
Phir kyun nahi us ne muje apnaya
Wo keh gayai tha k mein Tumhara Houn Wapis Aoun ga
Ek arsa beeta ha wo ab tak na aaya
Ek Din Intezar mein us k youn hi batha tha
Dil jhom gaya tha jo un ka khat aaya
Us kagaz mein khushiyan dhond raha tha
Hath mere bas Lamba Intezar aaya
Kitni asani se likh diya k muje Bhola do
Kyun un ko muj pe koyi taras na aaya
Jis rishte ko itne Armanon se Banaya tha
Use khatam karne ek kagaz ka Tukda aaya
Bada yaqeen tha apne mazboot pyaar pe
Ek kagaz ne use kitna kamzoor Banaya
Koi rishta mazbot nahi hota
Is sach ka us ne muj ko ehsas Dilaya
Bhola raha tha un ko muje is ka ghum tha
Khat dekhte sara Manzar Nigahon mein Aaya
Dil ko rona roh ko khud pe Afsos Aaya
Aaj phir us Bywafa ka Khyal Aaya