~ Bikhre Lamhe ~
07-15-2009, 09:50 PM
Main tuj se door gaya hi nahi tha
Raaste kat chuke the koi rasta nahi tha
Main ruk bi jata gar pal do pal
Bywafaa ke badle kuch ilzam ana nahi tha
Baat Dil ki main ne hameshan kahi tuj se
Rishte Hi badal diye ye gawara nahi tha
Safar tu karte the ham khabi sath sath
Bahane buhat the par ashq bahana nahi tha
Log tu ghar bi kanch ke bana lete hain
Armaan dil mein saja kar pachtana nahi tha
Zindagi gham mein bi muskura k jee Ahdure
Labon ko zehmat agar di tu jeena nahi tha