PDA

View Full Version : Chilly sauce


bellbottom
07-14-2009, 12:57 AM
Taquluf ki kya baat hai. Waqar younis jab payda hua tha toh uske walid khush hokar kehne lage humare ghar sundar beti hui hai. Ami ne kaha iska naam toh waqaryounissa hi rakhna chahiye. Jab waqar bada hua toh waqaryounissa se waqar younis ban gaya. Jabki hur jab payda hui toh wah bade hokar aurat bani.
Hindustan main toh kuch aur hi hua. Ladki jab badi hui toh wah khud ko admi samajhne lagi. Beta jab kisi ke ghar main hua toh fakr se kehne lage. Lekin jab cricket khelne ka waqt aya toh pucha apka beta kyun nahi tez gendbazi kar raha hai? Jawab mila ki usko apne stano ka dikhawa mein sharm ati thi.
Tabhi sachin tendulkar tv pe aya- haaaaaaaaaaah.

bellbottom
07-16-2009, 08:37 PM
Yeh kiska naam hai-
http://en.wikipedia.org/wiki/Firuz_Shah_Tughluq

Mujhe lagta hai ki waqar younis bhi dilhi ka hai.
Maine bohot sare purane sultano ki tasvire dekhi, lekin mujhe lagta hai ki kisi aur kisi ki purani tasvire hongi. Mujhe bas shah jehan ki tasvire thik lagti hai. Firuz shah ki tasvir kaha hai? Kya razia sultana ki tasvir tum kisike pas hai? Shayad jo purane safal sultano ki tasvire chupadi gayi hogi!

------------------------
nawaz kunal pagare khan

Dashing Ahsan
07-17-2009, 10:45 PM
:(rofl):

bellbottom
07-19-2009, 04:59 AM
Toh mr. Waqar younis ek bar 1999 mein dilhi ghumne firuz shah kotla ground aya tha. Ekdum khatara match thi woh. Stadium mein bhi bohot pollution tha. Mujhe laga tha ki ek sundar match dekhne ko milegi. Reverse swing, delhi ki suhani dhup aur pakistan ka pride. Lekin boring shayad just for record ke liye hi match kheli. Abhi waqar younis wapas thodi na delhi ane wala he cricket test khelne? Kya pakistan ke history books mein kisi sultan ka naam ishaq khan hai?

SHAYAN
08-29-2009, 08:57 PM
:groupwave1:

Hamzaking
11-04-2009, 06:41 PM
nice.....................

DiE
10-05-2010, 03:47 AM
v nice

Morash
05-28-2011, 05:58 PM
Lolz .. Good One

♥☆∂яєαмιηg яσѕє♪
08-25-2011, 10:39 AM
lOl NyC

*NRB*
10-12-2011, 12:05 AM
haha lolzzz

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.