~ Bikhre Lamhe ~
07-13-2009, 08:06 PM
Khushi ki meri bi arzoo thi lekin
Muqaddar ko mere ye manzoor na tha
Ilzam us bydard pe lagayin bi to kaise?
us ka bi koi qasoor na tha
Ruk gaye qadam rah -e-ulfat mein jane kyon?
Apni manzil se main zara bi door na tha
Ke kar deti roshan meri taarikiyon ko
Shayid chahat mein us ki wo noor na tha
K asar kar jate mere sabhi qalaam us par
Main shayir itna mashoor na tha
Karta raha guzarishin us pathar se har pal
Ye Shakhs khabi itna majboor na tha
Muqaddar ko mere ye manzoor na tha
Ilzam us bydard pe lagayin bi to kaise?
us ka bi koi qasoor na tha
Ruk gaye qadam rah -e-ulfat mein jane kyon?
Apni manzil se main zara bi door na tha
Ke kar deti roshan meri taarikiyon ko
Shayid chahat mein us ki wo noor na tha
K asar kar jate mere sabhi qalaam us par
Main shayir itna mashoor na tha
Karta raha guzarishin us pathar se har pal
Ye Shakhs khabi itna majboor na tha