(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
07-13-2009, 12:59 PM
Mere mehboob ko ye ajeeb hunar aata hai.....
Har shahks ki aankhon me wahi nazar aata hai...
Bada paakeeza sa hai dil me wo kahin....
Labon pe to aaj bhi uske zehar aata hai.....
Husn ki baarish me bhigoya nahi kabhi usne....
Haan!! Jab bhi aata hai lekar kehar aata hai....
Mera dil hai ya tooti hui panaah koi.....
Jo bhi aata hai rukne dopahar aata hai.....
Aaj bhi khade hai usi mukaam par kahin....
Milne har ek se jahaan unka humsafar aata hai...
Sooni si nigaahein,Viraan si haweli meri....
Ab jo kabhi bhoole se hi wo idhar aata hai....
Phooti thi kismat,ya jala tha aashiyaa humara..
Jo mere naam ke saath juda beghar aata hai....