FAJAAN
07-13-2009, 12:26 AM
sub si chupa kar dard jo woh muskura diya
uski hansi nai tu aj muj ko rula diya
lehjay se uth rahih thi har ek dard ki dastan
chehra bata raha tha ki sab kuch gawa diya
awaz mai thehrao tha ankhon mai nami thi
aur muskura k keh raha tha k sub kuch bhula diya
jane kia thi us ko logo si shikayatian
tanhai ki des mai khud ko basa diya
khud bhi woh ham se bichar kar adhora sa ho gaya
mujh ko bhi itne logo mai tanha bana diya