Hussain
07-10-2009, 03:52 PM
Jo chal sako tu aisi koi chaal chal jana
mujhey guman bhi na ho or tum badal jana
ye shulge ho badan ki tu kia kiya jaye
so lazmi tha tery perhan ka jal jana
tumhe karo koi darma' ye waqat aa pohncha
key ab chara garon ko bhi haath mal jana
abhi abhi tu judai ki shaam aai thi
humain ajeeb laga zindagi ka dhal jana
saji sajai muat zindagi tu nahi
murkhon ney maqabar ko bhi mehal jana
ye kia key tu bhi isi saet e zawal main hai
key jis tarha hai sabhi sorjon ko dhal jana
har aik ishq key bad or us k ishq key bad
|FARAZ| itna bhi aasan na tha sanbhal jana..
:cutee: