Hussain
07-10-2009, 03:47 PM
Anjame-e-mohabbat pe rona aaya
jane kyu aaj tere naam pe rona aaya,
yu to har shaam ummedon mein guzar jati thi
aaj kuch bat hai jo sham pe rona aaya,
kabhi taqdeer ka matam, kabhi duniya ka gila
manzil-e-ishq mein har jam pe rona aya,
jab huya zikar zamane mein muhabbat ka
mujko apne dil-e-nakaam pe rona aya...
jane kyu aaj tere naam pe rona aaya,
yu to har shaam ummedon mein guzar jati thi
aaj kuch bat hai jo sham pe rona aaya,
kabhi taqdeer ka matam, kabhi duniya ka gila
manzil-e-ishq mein har jam pe rona aya,
jab huya zikar zamane mein muhabbat ka
mujko apne dil-e-nakaam pe rona aya...