FAJAAN
07-09-2009, 12:05 AM
kasmay waday taqazay badal jatay hain
tu badalta hey tu halat badal jatay hain
sakoon sa rehnay dow meri ankhow ko na do sailab
rounay sa meray cheray k khadow khal badal jatay hain
aik din bhee nahee rakh patay apnay wado ka pass
din raat ki tarah tumharay tu alfaz badal jatay hain
dila kar mujhay mohabbat ki manzil ka yakeen
tumharay tu apnay hee rastay badal jatay hain