(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
07-08-2009, 08:07 PM
zindagi youn thi, ke jeene ka bahana tu tha
waqt ki baazi youn thi, ke chal^ne ka sahara tu tha
Hum ne jis jis ko bhi cha^ha tasawwur mein sanam
woh log aate jaate mausum the, aur zamaana tu tha
Ab dil ke kuch pal palat ke aate hein KHwaabon mein
par bey^fikr humdard walon ka tiikhana tu tha
aar^ke kharede the woh haathon mein tiiron ke gul^dasteh
aur sab dekh rahen the, ke neeshana tu tha