FAJAAN
07-07-2009, 10:43 PM
wo nam aankhoon se meri janib deakhhta hai,
aur kehta hai,
khudara chhoar na jana,
mujhey tum bhool na jana,
mujhey tum maar dena pr,
kabhi tanha nhi krna,
k hum tum door ho jain,
kabhi majboor ho jain,
wo kehta hai,
tumhey sun k main jeeta hon,
tum hasti ho tou hasta hoon,
tumhey mill k main dunya k,
sabhi gham bhool jata hoon,
mere b-e-rang jeevan ko,
tumhi ne rang bakhshey hain,
mujhey weraan mat krna,
kabhi anjan na bn-na,
hamesha sang hi rehna,
kabhi b-e-rang mat krna,
wo nam aankhoon se meri janib deakhhta hai,
uss k lehjey ki udasi,
aankhh ka gham,
bheegi zubaan,
mera dil rok deati hain,
meri palkain bhigoti hain,
main uss se kehna chahta hoon,
meri aankhoon main bhi tou,
dooryoon ka dard baqi hai,
mujhey ehsaas hai,
chahat bari saffak hoti hai,
bohot barbad krti hai,
tum itni shidatoon se mujhh ko na chaho,
haan khuda se maangtey rehna,
wo sohna sacha sayeen,
hamarey rastoon main noor bhar de ga,
sabhi mushkiloon ko door kr dey ga
============
aur kehta hai,
khudara chhoar na jana,
mujhey tum bhool na jana,
mujhey tum maar dena pr,
kabhi tanha nhi krna,
k hum tum door ho jain,
kabhi majboor ho jain,
wo kehta hai,
tumhey sun k main jeeta hon,
tum hasti ho tou hasta hoon,
tumhey mill k main dunya k,
sabhi gham bhool jata hoon,
mere b-e-rang jeevan ko,
tumhi ne rang bakhshey hain,
mujhey weraan mat krna,
kabhi anjan na bn-na,
hamesha sang hi rehna,
kabhi b-e-rang mat krna,
wo nam aankhoon se meri janib deakhhta hai,
uss k lehjey ki udasi,
aankhh ka gham,
bheegi zubaan,
mera dil rok deati hain,
meri palkain bhigoti hain,
main uss se kehna chahta hoon,
meri aankhoon main bhi tou,
dooryoon ka dard baqi hai,
mujhey ehsaas hai,
chahat bari saffak hoti hai,
bohot barbad krti hai,
tum itni shidatoon se mujhh ko na chaho,
haan khuda se maangtey rehna,
wo sohna sacha sayeen,
hamarey rastoon main noor bhar de ga,
sabhi mushkiloon ko door kr dey ga
============