Hussain
07-06-2009, 01:18 PM
koi mujay woh sab kuch lota day jo mera tha
abb toh bari mahfil mai tanha mai kahra gya
jo khushiya thi meray naam ki
un ka haq dar koi aur bana tha
jis ko chahya tha zindagy bar kah liye
ajj wohi meri zindagy ki dushman bana tha
jis ko panah chaha tha zindagy kah liye
woh kisi aur ki zindagy mai shamil huwa tha
koi mujay meri khushi lota day
meri zindagy ko muj say mila day
koi mujay woh sab kuch lota day jo mera tha
koi mujay woh sab kuch lota day jo mera tha...