~ Bikhre Lamhe ~
07-04-2009, 09:54 PM
Ab tu muj ko hasa zindgi
Chand lamhon ko mera gham bhola zindgi
Toot raha ha har sapna mera
Aa k sapna tu mera bacha zindgi
Harta raha hou har qadam pe mein
Aa k har ko jeet bana zindgi
Meri aakhon mein na ab laho aa jaye
Is terha na muj ko roola zindgi
Gar muj se unhi khafa rehna ha tu
kisi qabar mein muj ko sula zindgi
Chand lamhon ko mera gham bhola zindgi
Toot raha ha har sapna mera
Aa k sapna tu mera bacha zindgi
Harta raha hou har qadam pe mein
Aa k har ko jeet bana zindgi
Meri aakhon mein na ab laho aa jaye
Is terha na muj ko roola zindgi
Gar muj se unhi khafa rehna ha tu
kisi qabar mein muj ko sula zindgi