Humaila
09-28-2008, 07:39 PM
Volume 9, Book 89, Number 255:
Narrated 'Abdullah:
Allah's Apostle said, "Do not wish to be like anyone, except in two cases: (1) A man whom Allah has given wealth and he spends it righteously. (2) A man whom Allah has given wisdom (knowledge of the Quran and the Hadith) and he acts according to it and teaches it to others."
...
Yhe hadith aik bohat hi important point lati hai.. Jo aaj kal ziada thaar ho bhi raha hai.. Hum kiss ki tarha ban'a chahtey hai???..
Katrina kaif???, yha phir Shah rukh khan???.. Kya yhe humarey role models hai??..
Iss hadith mein hai key osski tarha ban'a passand karo jo Allah(swt) key nazdiq hai.. means key ossko islam key barey mein ilm hoon.. Like Quran,hadith etc..
Aur oss insaan ki tarha jo sacha hoon... ..
Role models, honey chahie lekin who rolemodels hoon jinho ney kuch acha kia hoo yha jo acha kar rahey hai aapney mazab key lye.. Allah(swt) key lye..
Like:Muhammad(sww) , Luqmaan(as), Ibrahim(as) yha phir Joseph(as).. Aur bhi kaafi aise insaan dunya se ja chukey hai jinho ney islam key lye aapni jaan bhi de di hai..
..
Allah(swt) hum sub ko achey kam karney ki tofeeq de:: AMIN