anjani
09-28-2008, 05:00 PM
Farz kro tum kuch na pao apna aap luta kar bhi
Farz kro ko mukar hi jaye sachi qasam utha kar bhi
Farz kro ye farz na ho sachi aik haqeeqat ho
Tumharay pyar k rastay mai jana aik qyamat ho
Aur suna hai ye qyamat khoon jigar ka peeti hai
Tum to phir bhi farz kro gay mujh pe ye sab beeti hai